Re: Muje ghar jana hai
gher jana hay to bus main baythoo or chalee jaoo kia masla hay ..haan kisi say lift mat layna halaat bohat kharaab hain ..or rastay main kissai say cheez lay ker bhi na khana ..or neechay giree hoye cheez bhi na uthana
jaao shabash : P