laikin kyaa 
na tabiyat flooding ki taraf maaieL hoti hay
na smiliyoooN bharaa thread khoolnay ko dill chahta hay 
Ab tu main apni grocery aur apni billie ki kahani sunna’Na bhi band kar di hay 
Logooo yeh subb kya hay
Koi tite qism ka mahool kyon nahi bann paa raha cafe main 
K_Khan
2
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
kabara ho giya hai..
and the funny thing is I don’t miss east london at all.. 
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
laikin tum tu kehtay thaay udhar allo aur BaCHiyaa ka goosht buhat achha milta hay 
K_Khan
4
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
^ mene kabb kaha thaa bacHiyA ka gosht milTA hai
aaj kal wahan sirf POLISH gosht hota hai.. :o
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
kaisay khaa laitay ho tum log cherry blossom brand ka gosht 
K_Khan
6
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
hum nahee khaTAi.. :o jo khaTAi hain wo pehLai KAlma parhwatai hain.. :halo:
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
aap kya eat’Tay hain ?

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...
Iss mai aapka koi qasoor nahi.
Jahan hum nahi hotay wahan boriat hi hoti hai.
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
Aap aaieN bahar aaie 
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
aur mairay aanay say tu Khizaan aa jaati hai na 
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
achha tum bhi aa jao - laikin koi GarbaR mat karna 
AQ
13
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...
Patta patta, booTa (Khan) booTa (Khan), haal hamaaraa jaanaY hai
jaanaY naa jaanaY Gul (khan) hee naa jaanaY, Baagh tau saaraa jaanaY hai :LB:
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
tu phir faaidaa kia howa 
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...
Patta patta, booTa (Khan) booTa (Khan), haal hamaaraa jaanaY hai
jaanaY naa jaanaY Gul (khan) hee naa jaanaY, Baagh tau saaraa jaanaY hai :LB:
baywaqat ki ragni
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...
hum aaye bhi aur chalay bhi gaye..........
lekin jab gaye tau sab ko udaas kar gaye
AQ
17
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
jalnaY waalaY kaa moo kaalaa 
Jhoot bolnaa gunnah hai 
Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
mujhey her jagaa say nikaal diyaa karo bus 

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…
kaalaa nahi sanwala
ooper say salona bhi:blush: