Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay...

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

bhala kyon? :konfused:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

kiss naY nikaalaa :hoonh:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

:vivo:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

koi mujh sat baat shaat hi nai kartaa tu mai kia karoon :crying:

tum sub mujhey ignore kartay ho. bus Neela Thotha la du mujhey :vivo:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

yea sahi hai :halo:
ab sub reply karnay aa gayee hain

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

like mujh saY koi kartaa hai :naraz:

so many peeplaan stopped talking to me :crying::naak:

I’m gonnaa jump off the cliff? Can you come with me :teary1: to push me over :halo:?

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Tum log aaj mujhe sonay na dena. :aj:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

hum naY aap kee neend kub uRaai :hoonh:?

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

so who stopped talking to you :emmy:
hamay bataao, hum abhi daikh laitay hain us ko :shikari:

otherwise tum bhi neela thothaa rooh afza mein mix kar laina na :hmmm:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

neah… I will rather let it pass and concentrate on many important things around me :blush:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

ab mujhe musebat bhook bhi lag rahi hai dair tak jagnay say.
Siraf aur siraf tum logon ki waja say. :mad:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

bhook lug rahi hai hamaari wajah say??? hum kiyaa carmina, jamal goTa, haajmoola yaa habb-e-kabhid noshaadri kaY khaandaanoN maiN saY haiN :rolleyes:? naa tau hum me’daY kaY liye akseer haiN kaY logoN ko qabz karaa detaY haiN naa hee poodinaY saY hamaaraa koi zaati rishta waghera hai :barbie:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

acha bhai mai hi hiran (deer) hoon. :rolleyes:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

laikin aap ko tau haathi honaY kaa bayaan denaa thaa :smilestar:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

are you trying to call me fat??? :mad:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

why would I do that? trying, that is :chai:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

everyone ignores me also:bummer:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

I am working on it (the fat cells).
So quit it. :snooty:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

Let’s make a club: “Ignored hearts Club” :smiley:

Khoob guzraY gee jo mill beThaiN geY ignored chund :hehe:

Re: Kuch tu hua hayy - Kuch ho gayaa hay…

me too. :frowning: