hum khawateen ko lartay hue dekh rahe hain:hmmm: .Yeh aurtein itna larte kyun hain?
Hamari saltanat ki larkiyan kahan gai .Hum unki bohat kami mehsoos kar rahe hain.Ab to koi meethi meethi batein karta hi nahi hum say:teary1:
Re: kuch roz say
kyonkay aaj kal koi sugar khata he nahin tu kon meethi meethi baat karay ga...!!!!!!!!!!!!!
Re: kuch roz say
Badshah salamat aap ney bajaa farmaya.
Aik zamana tha jab larkiyan masoom billiyan hoti theen. Kisi ney kuch kah bhi diya tou hans kar darguzar kar diya. Lekin aaj tou woh doosri larki ka mounh nauchney par utar aati hain.
Re: kuch roz say
sugar khaney say sugar level tou nahin barta ![]()
![]()
yeh darwin kee theory tou nahin hai ?
Re: kuch roz say
ya cadet jee i know.......!!!!
Yaar darwin ki ho ya shakespear ki, masla ye hai k aajkal yeh nazar hi nahi aati :hinna:
dar-asal jab wo larkiyan the to wo metha bolti theen.Aj kal ki larkiyaan ,larkiyan kam aur aurtien ziada hai aur belan uthaye rakhti hai
hum phir sach bolnay ke mood main hain:shikra:
hum to bohat meetha pasand kartay hain.khushi ki baat ho ya na ho moonh zaroor metha kar lete hain:shikra:
Re: kuch roz say
FA tabhi meethay topic wala thread khola hai
hamara khayal hai keh yeh mozooh logon chubhay ga ![]()
Re: kuch roz say
aap ne iss may needles kyon lagaiee hain....!
Re: kuch roz say
jahan dhaga hoga wahan sui bhi hogi ![]()
Re: kuch roz say
EXACTLY............!!
Re: kuch roz say
hum hamesha hi sahi baat kehtay hain
Re: kuch roz say
ha ha ha...are you like a ... *descendant of Tipu Sultan? *
Re: kuch roz say
azam tumhe barri khush fehmi hai jaan:chai:
Re: kuch roz say
sai ke raheho
hameasha ka tu pata nahi aaj sahi baat ki…!![]()
Re: kuch roz say
^wo bhi pehli dafa
Re: kuch roz say
Uff saray kay saaray larkay khilaaf hogaye larkiyon kay peechay ![]()