Re: kuch nazmein
DIL JAHAN THA **hum is saf mai thay na or na us saf mai rastay mai kharay un ko taktay rahay or chup chap aanso bahatay rahay lout k aa ker jo dekha tu phoolon ka rang jo kabhi surkh tha zard hi zard ha apna pehloo tatoola tu aisa laga dil jahan tha wahan dard hi dard ha **
Khoob..
Aa He Basay Hain Aap Meri Rooh Main Ager
Mujh Ko Meray Wujuud Se Bahar Na Phenkeay
;)