Re: Kuch Nazmain, Meri Diary Se..
Dukh Boltay Hain..
Jab Seenay Andar Sans Kay Darya Doltay Hain
Jab Mosam Sard Hawa Main Chup Si Gholtay Hain
Jab Ansoo Palkain Roltay Hain
Jab Sab Awazain Apnay Apnay Bister Per So Jati Hain
Tab Ahista Ahista Ankhain Kholtay Hain
Dukh Boltay Hain..!!
Hopes Ke Pasand Aye..
Regards,