*konfused*

Re: konfused

uff :smack:
asaan urdu main baat karo na please..meray sarr main dard hota hai yeh sab parh kar :frusty:

aur flooder-e-azam ek guppie hain.. woh bhi aisay hi boltay hain..jaisay kah tum..magar woh asaan urdu use kartay hain

:naraz:

Re: konfused

dani u not feeling well :snooty:

:bummer: array array lagta hay aap ko Khameera Gao Zaban khilana paray ga … aap apna sir deewar par mat maraiN kaheen dewar toot gai to aap k ooper gir jai gi :frowning:
acha aainda say hum salees urdu bola karaiN ga
Waisay yah Rabika sahiba kahan haiN aaj khudanakhwasta woh bhi to beemar naheen ho gai haiN :bummer:

:aisha: itna tou pata hai kahmeera Gao zaban kya cheez hai..:cb: kyun kah meri maami apnay bachoN ko subah subah yehi khilati hain.. :omg:

rabi shaadi main gayee hoi hai

Re: konfused

:eek: Rabi shadi meiN … iss he liye pouray week say woh rozay rakh rahi thi :cb:
*bahar haal hum ko kia woh jitna chahay khay , hum thori note kartay haiN uss ko chaar paanch chawal, 6 adud broast aur 10 naan khatay hoye *

Re: konfused

shadi :eek:

Re: konfused

:dhimpak:

:yahoo:

Re: konfused

aaj main uss sey naraz hoon..woh me sey baat nahi karti :(

Re: konfused

:hmmm: buri baat busy hongi woh

Re: konfused

koi busy nahi hai.. msn par online thee track 5 sun rahi thee..mujh sey baat karnay ka time bhi nahi tha :teary2:

agar woh baat naheen karna chahti to aap keoN chipko ho rahi haiN uss kay sath :aq:

:hmmm: abhe to ap ne kaha shadi per gyi hai woh

tum kabab meiN haddi keoN ban rahi ho :aj:
jub mein bhi kissi aur kay sath baat karta hooN to tum iss he tarah tang karti ho :naraz:

Shadi par gaiN haiN kah shadi key liye :konfused:

tum merii itni fiker kyun kertey hoo?:hoonh:

kia zaroorat thi bataney kee :smack:

tum:hoonh: ghussey mey kuch nai kaha jara

arey tu aa na msn pe mey phir batati hoon track 5 ki kahani:p

aag laga rey ho tum hum dono ki dosti mey smash

haan beta shadi pe gai thi:smack:

dani khabi kisi disturb nai keee:snooty:

:cryb:

Re: konfused

haan shayad main hi sab ko disturb karti hoon :hinna:

Re: konfused

^:smack::cryb: even more

Re: konfused

:salam: hw r u rabi

Re: konfused

Rabika :e6: