Re: konfused
Array bhai majoon–e-Shakar bahijnay key baat kar raha hooN ![]()
Re: konfused
Array bhai majoon–e-Shakar bahijnay key baat kar raha hooN ![]()
![]()
yaar ap is tarah ki urdu mere sath na bola karen kuch smjh nhe ata ![]()
Re: konfused
bhai hum aain'da iss baat ko mud-e-nazar rakhtay hoye baat karaiN ga :)
yeh hui na baat ![]()
aap kahin flooder-e-azam kay koi rishtaydaar tou nahi? :aq:
waleed: bhai please koi ilaaj batao sannan kay liyah..kuch hogaya hai isko ![]()
kya hogya sannan bhai ko ![]()
Re: konfused
kal sey garr barr lagti hai.. javed bhai ka injection lagana paray ga ![]()
Re: konfused
hahaah kal jo mein ne aur sannan bhai ne javed bhai ko injection lgaya puray 1 hour ka woh javed bhai ko puri zindagi nhe bholna
![]()
mujhay batao kaisa injection tha?
yeh ap javed bhai se khudi puchna
![]()
Re: konfused
woh nahi batatay na ![]()
main bata do
Re: konfused
woh bta bhe nhe skti
![]()
u r rite Rabika, iam new here, Fatima ![]()
howz u?
Re: konfused
rabika me fine aap kasi hai
![]()
Re: konfused
main batati hoon, they both javed bhai kay peechay paar gay . aur woo dum daba kar bhagg gay ![]()
![]()
![]()
![]()
Yah flooder-e-azam koun haiN Dania G
aap loog kaisi bataiN kar rahay haiN ![]()
Hum aur injection
aap nay hum ko Dr. Samjha howa hay
haan yeh tou hey humarey flooders sab se best hein
aur makhiaan haan
bohat maar rahi hoon aaj kal hehehe
LOL *gives him tissues * Alhumdullillah thek thaak aap sunaein kese hein?![]()
jub jub aap itni shareefana aur buzurgana aur naasehana baatein fermaatey hein tou hum ko sahi maainoan mey herat ka shadeed dora parta hey:halo: aur khud ko mehfooz rahkney ka waahid tareeqa aap se kum kum guft-o-shaneed kerney mey lagta hey:snooty:
aagaye they ![]()
humarey bhi ghar mey rahka hua hey glucose hum wohi pi lein gey aap taraduud na karein shukriya ![]()
Re: konfused
:shoaby:
kia lafzi key hay aap nay
Banda to aap ka madah ho gia hay … array array aap khafa na hooN hum say … hum say kia khata sarzud ho gai hay jo aap guftagu say parhaiz kar rahi haiN ![]()
idhar har koi hum say naraaz he phir raha hay
array array Tarudud kaisa yah to hum Bar Sabeel-e-Tazkara kah gai tha … aap nay to baqa’ida nagwari ka izhaar farma dia …
Hum aainda muhtaat rahaiN gay ![]()