*konfused*

bohat dhoondney key baad mey mujhey apni koi thread nazar nai arahee:hmmm: kia wajah hey:snooty: kuch zaida hi away nai hogai mey gs se ?:p:D

hmm :salam: everyone

how r u all?:slight_smile:

Re: konfused

w salam
main theek hon ap kaise ho?

Re: konfused

Alhumdullillah theek thaak:-) tum sunao?kia hora hey?

Re: konfused

kuch nahi bus abhi ja rahi thi

u ko mili u ki thread

Re: konfused

^haan jee me ko mili me ki thread :p aur merey atey hi rawana?:-p

Re: konfused

nahi ji aisi koi baat nahi hai abhi me ko lesson main jana hai 10 min tak

Re: konfused

walikumsalam :shoaby:

Re: konfused

u baray tapde ho SA

Re: konfused

tapde bolay tau? urdu main tashreeh farmaye gaa barah-e-maharbani :halo:

ohh okay tc Allah Hafiz :slight_smile:

hmmmm is mey itna khush honey waali kia baat hey?:stuck_out_tongue:

Re: konfused

ap bohat nachte ho

koi apna sa naZar aaya tau socha kay mahol bana doon :p

main to abhi aya hon app ko kaisay pata laga gaya kay main nachta hon :mudhosh: app mujhay bathroom main nachtay dekhti ho :hoonh:

:d:D:D

Re: konfused

nahi ji

me ko door se pata chal jata hai k kon nachne wala hai

LOL :) aap pehley bhi concert kertey rahey hein? ya humesha kisi apne ko dehk ker aween shuru hojaate hein?:D?:p

Re: konfused

heheheheheh:cb:

aray.. :lahol: tobah tobah yeh kya AhmakhAna Guftugu kar rahi app.. main koi nachne wala lagta hon.. main koi Faisalabadi lagta hon apko… hadh hogaye iman say… :hoonh:

Re: konfused

u ne khud ahmakana sawal poocha
aur faislabadi liya nachne gaane wale hote hain

jee chaddi concerts.. u want tickets :smiley:

punjabi kuri likes to watch it free .. :hehe:

aisa he samajh lain.. jaisay apnay punjabi bhai/behan dhol ke awaz sun kar bhangra position main ajtay hain or jagah or situation dekhay bhangra panay lagtay hain…main bhi ushi tarha apnoo ko dekh kar khushi say haath uper kar leta hon :smiley: