*konfused*

Hum apni Iss gustakhi par sir ta pair tah-e-dil say Nadim-o-Sharminda haiN Muhtarma Rabika Naqashbandi Sahiba uraf Ghussay walli Sarkar :aj: … Aap apnay jalal :mad3: ko qabo meiN rakhiye hum aainda say aap ka pura naam bam’q alqab kay nahin lain gaiy :nahi: