Re: konfused
haan tum mere sapnay mein akr boti thi ke gs pr mat aya karo ![]()
Re: konfused
haan tum mere sapnay mein akr boti thi ke gs pr mat aya karo ![]()
Re: konfused
kyaaa?
m talking about AK…wesay kahan he apki----------![]()
haha ![]()
Re: konfused
kiya SJ! ![]()
Rabika
![]()
Re: konfused
bhool b gaye btati hun ak ko
lk bhai
Re: konfused
chalo ja ke jharo sharo pheero mein aap ka bhai nahi hoon ![]()
Re: konfused
smiley flooding not allowed ![]()
Rabi yah ghussay meiN kaha hay kia :aq:
but AK mujay keh rahi thi k tmharay lkk bhai…![]()
tum:hoonh: tum mujhey rabi na bola karo achaaa:emmy: rabi sirf mujhey merey dosht bulaatey hein
aur haan jee mey ne ghussey mey hi bolaa hey:snooty:
koi shuk???:aq:
Hum apni Iss gustakhi par sir ta pair tah-e-dil say Nadim-o-Sharminda haiN Muhtarma Rabika Naqashbandi Sahiba uraf Ghussay walli Sarkar
… Aap apnay jalal
ko qabo meiN rakhiye hum aainda say aap ka pura naam bam’q alqab kay nahin lain gaiy ![]()
Re: konfused
^ya Allah khair!
itni gaarhi urdu
tum urdu perhaatey ho wahaan itaaleee mey ??![]()
![]()
aur aap key naadim o shirminda:D honey se hum bohat khush huey aap ko maaf kerney ka soch saktey hein hum ab ![]()
![]()
![]()
Hum to buhat jagahooN par urdu parhatay haiN ![]()
Leekan Bakhuda Muhtarma Rabika Sahiba aap ko yah uchal koud
zaid naheen daiti hay
iss liye aar aap tik kar baithaiN to ziyada bahtar hoga
*Khafa mat hoiye ga hum to sirf aap ko mufat mashwara day rahay haiN *
meri marzi mey bachpan se hi ninja bunna chahti thi
is liyeh apna shoq yahan poora kerrahi hoon koi eytraaz:snooty:![]()
MashaAllah aab to aap bari ho gai haiN aur Somo Pahalwan bun sakti haiN ![]()
*bura mat maniya ga hum nay bus bar sabeel-e-tazkara baat key hay
*
Re: konfused
^:snooty:hum bura maantey maantey reh gaye:bummer: aakhir mey aap yeh pukh jo laga deytey hein bura na maaniyeh ga jese geo kay kisi program ka naam ho:aq:
keonakh hum ko logooN kay ghussay say buhat daar lagta hay ![]()
Re: konfused
rabbi ![]()
mey tou khabi ghussa kertii hee nai hoon ![]()
![]()
light janey waali hey:bummer:![]()
aik b lagao:halo:
ab aagey kuch bolo bhi:smack: teen dafa aesi hi shakal banai hey merey aney pey:snooty: