*konfused*

oh sorry KURI :p

is thread ka title hai konfused.. to bunda konfused rahay to acha hai ;)

Re: konfused

u ko kis ne kaha k me ko free dekhna acha lagta hai

hehehe me to concert main jati nahi hon llalallala

its okkiieeesss

hmmmmm counfusion

Re: konfused

to phir kisne roka hai na janay say… jaoo or mahol banaoo… manchester bhangra party main bhangra pao :nuch:

lalalalal kis khushi main :halo:

Re: konfused

me ko ache nahi lagte yeh cocert wagera

yeh lalallalallala awain

LOL fit hey :smiley: khair kahan ho aaj kal kia kerahey ho?

Re: konfused

okay phir soccer (foot ball) kheloo :D

lalllalal karti ho app lagta hai hindian movies ka shoq hai app ko.. :p

Re: konfused

nahi
yeh me ko kerna acha lagta hai
lalalalalalaallalalalalalalalal

me ko footbaal nahi pasand me to cricket khalon gi lalalalalalala

jo fit aay wo hit aay… :smiley:

main yaheen hon.. kuch karta nahin.. bus mastiyaan karta hon.. app kahan or kya karti hain :hula:

achaaaa… i get it.. app ko qawaliyoon main peechay baith kar lalalala karti haii..i get it :ahaa:

kuriyaan cricket main suck karti hain… oopss that sounds weird.. let me rephrase that.. kuriyaan suck at cricket.. :hoonh:

Re: konfused

u k kehne se kiya hota hai

u to thore khiski ho
lalallallalalalalalalalalalaalalllalalallalalallal

yeh munde to kuriyon se serte rehte hain
uffffffffffffffffffffffffffff

haan woh tou dehk key hi lagra hey aap ko key aap kitney faarigh ho:p khair mey bhi yaheen hoon aur kerti wartee kuch nahin hooon :stuck_out_tongue: full time faarigh logo mey shumaar horaha hy aaj kal mera :smiley:

Re: konfused

kuch nahin hota…lakin main jo boloon mere marzi :hoonh:

hahaah.. khiska hoa tua ho.. no doubt… ur right abt dat…logon ko samajh leti ho app :bummer:

lol @ yeh munde to kuriyon se serte rehte hain…hahahaahha… good one.. totally paindo dialogue… jz too good.. :smiley:

Re: konfused

main punjabi hon to punjab ki zuban bolon gi
so paindo dialogue hai to kiya howa

hai to such na aik dum sach

wo kaisay lagta hai.. i came back after soo many days.. bus us din aya thaa or aaj aya hon cafe main… :snooty:

faarigh hona bhi aik art hai.. kuch logoon ko naseeb hoti hai or kuch ko nahin… :hehe:

good luck@

to main ap se itTafaQ karta hon mohtarma.... nothing wrong with that... it just sounded cute.. dats it :D

aik dum sach.. wahh.. kya baat hai.

Re: konfused

to such hai na u boys gals se jalte ho aur naam beechari gals ka badnaam hota hai

hmmm same here mey bhi kaafi dino se aa nahin rahii hoon cafe mey phir bhi mey faaarigh hoon :stuck_out_tongue: hmmm jin ko bohat zaida naseeb hojaye faraghat un key liyeh bhi masla hota hey :k:

Re: konfused

my teacher is here
gotta go
tata
bbye
Allah Hafiz
take care
supurd e mola ba khuda e pamal

boy n gals :halo:

yahan par kay hum chotay chotay boys n girls hain.. hum koi chotay bachay batain kar rahay hain jo app boys or girls ko beech main lay ayeen :smiley:

waisay jalte tau hon.. cuz we are better :stuck_out_tongue: