Koi un say bolay

Re: Koi un say bolay

aray hum pay tu yeahee ek jaaanaam bhariii para hain : ) do char hotay tu janay hum kia kartay !

Janay kia ho jatah , janay hum kia kar’paatay
zindaa hain tu peeetay hain
na peeetay tu maar jatay!

Re: Koi un say bolay

Nai Allah ka shukar hay meri ko to kafi arsa ho gya hay.

Waise I read your thread abt marrying in the younger age, if it means to you anything, when we married my wife was just 19, :slight_smile:

Re: Koi un say bolay

:khumar: :khumar: :khumar: :khumar: :khumar: :khumar: :khumar: :khumar:

Re: Koi un say bolay

sharam karain, Ramzan hay :emmy:

eid kay baad hum tum baith kar khoob peeain gay :phati:

Re: Koi un say bolay

hehe to be very honest if tell some one that u r incomplete with them after 6 years relationship tu usnay bhaagnaa he hai !

Re: Koi un say bolay

na khaao itna, motay ho jao gay :vivo:

Re: Koi un say bolay

danday waley really?

to aap kitnay saal kai thay if u dont mind me asking.

Re: Koi un say bolay

Inkay raqeeb nay. as aliyish pai said:

Khatak’ta huN maiN kaantay ki tara raqeebuN ki nazar maiN
rehtay haiN meri ghaat maiN do chaar musal’sal

Re: Koi un say bolay

ali to pele hi mota hai, sab motay hain:naraz:

Re: Koi un say bolay

Mujay ko tuh’maaat naa doo , mein shaaraabii nahii
Ardoo nazar sayy pillaaa’aay tu mein kia karoooon !

Nazar say ankhain , ankhoon say back 2 topic :0

jitnay chayray achay hoongay , mayray chayraay hoongay
jitnee ankhaain achee hoongee , mayre ankhain hoongay

ardooo

itnee ankhain , itnay chayraay kaysay yaad rakhoon geee?

Re: Koi un say bolay

tau chay saal zaya karnay ki kia zaroorat thi :vivo:

Re: Koi un say bolay

aap bhi chawal (rice) kam khaya karo, phool jao gay :vivo:

Re: Koi un say bolay

bibi tum karak daar doodh patti ki baat kar rahi ho na?

Re: Koi un say bolay

Child abuse , che che che ! hahaha

Re: Koi un say bolay

meri contribution

Tere intzar me hui subah se shaam,
Teri chahat me hua ye dil be lagam,
Tuje Milne ki arzu meri jald ho puri,
Ki hotho pe aata he sirf Ardo tera he nam

:D

Re: Koi un say bolay

jee nahi! tumne to mujhe dekha tak nahi hai :no:

Re: Koi un say bolay

Meri nazrain na kuch peeti hain na kuch pilati hain
Mujhay tau bas un nazroon nay deewana bana rakha hay :hayaa:

Achar dalo chehroon ka :mad:

Re: Koi un say bolay

I do mind asking, :aq:

:smiley:

I am aprox. 10 years older than her.

Re: Koi un say bolay

Jee zaroor :chai:

Re: Koi un say bolay

dun know ardo babe . ek khaalaa hai jo sala Bhaartaa hee nahee hai !

achay cafe is supposed to be fun place

dont let the kids run away from here

lets rock the party ! we gona dance all night to this Dj ! we gona dance all nite this dj !