apni profile main say apni fotoo hata dain
Main nay jab say dekhi hay bar bar dekhnay ko dil karta hay ![]()
Kya qiyamat ankhain hain nasheeli nasheeli ![]()
Zulm I tell you ![]()
apni profile main say apni fotoo hata dain
Main nay jab say dekhi hay bar bar dekhnay ko dil karta hay ![]()
Kya qiyamat ankhain hain nasheeli nasheeli ![]()
Zulm I tell you ![]()
Re: Koi un say bolay
let me pm tariq bhai but he is married ![]()
Re: Koi un say bolay
dhat!! tariq ki ankhain kam lagti hain motay motay do button ziada lagtay hain ![]()
Re: Koi un say bolay
to kis ki baat kar rahi hain aap?:aq:
Re: Koi un say bolay
acha mera khiyal tha meri ki baat kar rahi hain:blush:
nahi mujhe pata hai woh banda kon hai magar mai chup rahoongi naraz rahoongi aur ghussa rahoongi aur sab kuch rahoongi…kia kiya rahoongi?![]()
anyways:rolleyes:
Re: Koi un say bolay
aaj twix khai? ![]()
Re: Koi un say bolay
oh larkay mera roza hai!![]()
adhay ghantay ma iftari hai!!![]()
athpera
Re: Koi un say bolay
yeh roz roz athpehra, utha nahi jata ya waise hi susti ki maari hui ho? :ASA:
Re: Koi un say bolay
lol mai jaan boch kai athpera roza rakhti hoon, apnay aap k imtihan say guzarti hoon, did u read the shairi in entry?
comment!![]()
Re: Koi un say bolay
jaan boojh ke athpehra rakhne se roza makrooh hota hai, ya shayad kabool bhi nahi hota, ask an aalim about it.
aur shairi parh ke subah se comment bhi de diya hai baji ji ![]()
Re: Koi un say bolay
acha omg:eek:
nahi baba aik naya shair hai!!! new entry brand new!!! parho!!
Re: Koi un say bolay
tumhain kaisay pata :aq:
Sirf mujhay pata hay ![]()
Kyoon naraz rahogi ![]()
Main nay kya kiya hay
Re: Koi un say bolay
acha abhi parhta hoon ![]()
aur sunao, aaj kya kya hai aftari mein? ![]()
Re: Koi un say bolay
mujhay pata chal gya ![]()
itnay sharp features achay lagy hain
asay lagta hai jasay sharpener say ziyda hi tarash liya ho khud ko ![]()
Re: Koi un say bolay
Kyoon naraz rahogi :( Main nay kya kiya hay
Aisha ko manana namumkin hi nahi mushkil hai :@:
Re: Koi un say bolay
Kaisay pata chal giya ![]()
Main naheen bataoongi ![]()
Re: Koi un say bolay
aisha is my bestest friend ![]()
Re: Koi un say bolay
aap ne cheating ki hai, mein ne sab se pehle tariq bhai ka naam liya tha ![]()