Koi un say bolay

Re: Koi un say bolay

kiya hoya:bummer:

Re: Koi un say bolay

mein koyla hoon jo jaloon ga :stuck_out_tongue:

Re: Koi un say bolay

who want to fight?

Re: Koi un say bolay

Its alrite matey , not yr fault !

Re: Koi un say bolay

mujhay kya pata :vivo:

Re: Koi un say bolay

then what shadi type material are you :faizy:

Re: Koi un say bolay

tum dono ko kia hogaya hai,

phir se cafe ka mausam garam karna chahte ho

vivo kyon istemal kar rahay ho!!!:bummer:

:hayaa: maar daala…allah…

Re: Koi un say bolay

why are ya willing ::faizy:

Re: Koi un say bolay

Ji naheen gas kay choolay hain aap :p

Re: Koi un say bolay

Shaadi nahi karo gay to barbadi kaisay ho gi?

Chotay chotay bohat saarey bachay kaisay aaiN gay medaan maiN?

Ab kiya paroosiuN kay hi agwa kartey rehna hay?

PS. waise shaadi ki “kuch” faiday bhi haiN :cb:

Re: Koi un say bolay

phenti laganay kay liya Im always willing :bailan:

Re: Koi un say bolay

**Phiclii Mohabaatoon nay wooh namuraadiyaan dee **
**Taza rafa’qatoon say Dil haii Abhee daraa saaaa **

Re: Koi un say bolay

to aap mitti ke tail walay, gareeb log :p

Re: Koi un say bolay

oye tere ankhain hai talwaar
kiss ka daaam hai rookay waar

tobah tobah astag’faaar !

Re: Koi un say bolay

kis aqalmand nay mushwara diya tha mohabain karnay ka :rolleyes:

Re: Koi un say bolay

lol at gas ka chola, kia hogaya hai har koyi shadi ki baat kyon kar raha hai:bummer:

mere sar mai dard ho raha hai:(

danday waley yeh na kena meri nayi hoyi is liye:bummer:

Re: Koi un say bolay

tum pichlay janam main zaroor rickshaw thay
tabhi aisi bayhooda shairi kartay rahtay ho :vivo:

Re: Koi un say bolay

Nature hee ayse hai nah :slight_smile: poetic , jahan achi shakal daiki :slight_smile: guruu ho gahay shhuuurruu !

Jaab bi ishhq kiaa , pash’e’maan hooway
abhi or zindagi hai orr pash’e’maan hooongaY !

Re: Koi un say bolay

KahiN isi liye to nahi bhaag gaiN pichli waali? :cb:

j/k.

Re: Koi un say bolay

:smack::smack: