Koi Mujh Ko Samjhaye..

Aik Nazm,

Koi Mujh Ko Samjhaye
Iss Udaas Mausam Main
Phool Kion Nahi Khiltay

Hum Kabhi Jo Ghussay Main
Unn Se Rooth Jayen Tou
Hum Ko Wo Mananay Ko
Aakay Kion Nahi Miltay

(Ahmer)

Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..

Regards,

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

its Awesome Ahmer..........
bohat khobsorat nazam hai

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

thnx alot dear.. :slight_smile:

U are always the first one to appreciate.. :hugz:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

Ahmer, It is not fine, mein bhi to karta hon.

Buhut buhut buhut buhut buhut buhut buhut buhut Achiiiiiiiiiiiiiii hay

:slight_smile:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

aww.. sorry dear.. mind to na karo na.. :hugz:

i was saying k sab se pehlay sonia kerti hain na.. :blush:

wese thnx alot.. for appreciation dear.. :bb:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

very nice thanx for sharing

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

thnx bheegiyaad :)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

Hmmm, Its ok… Ghalti meri hay “LADIES FIRST” :smack:

Theek hay… :slight_smile:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

aray nahi ghalti aap ki nahi
meri thee.. i shown biasedness.. :(

sorry :(

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

ahmer maree koshish ye he hotee hai k app agar kuch share karo tou…mera reply pehla ho uss thread mein:hugz:
u r ma sweet Bro:)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

App ko kya aitraaz hai…Arsalanh???:naraz:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

yehi to main batana chah raha tha arsalan ko dear.. :teary2:

:frowning:

:bb:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

mein khud bata dun ge Arsalanh ko…dnt u worry:)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

so sweet of U :hugz:

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

ooo…ma cute brother…i m sweet coz u r sweet…agar app sweet na hotay tou phir mujha jitna bura koi nahin hai:D

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

hain.. aap buray lagtay to nahi ho kisi angel se.. :$

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

:smilestar:
mean to say k achon kay sath achay hain…agar koi ghalaat baat karay tou phir demagh darust kar daytay hain:)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

ohh acha.. :)

khatarnaak :)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

nahin...................
not really:)

Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..

Ahmar buhat piyaree nazam hai...............................agar mind na karain too main bhi kuch add kar doon....................

Jo humain buhat piyara ho
aur wo hum door jayay too
us ki haseen yadoon kay
zakham kion nahi Siltay

hum jiss kay leyay apnee
hastee tak mita dain
sab kuch bhula dain
sath hamaray phir wo
kion nahi chaltay

ishq kay dewanay jab
sehra main nikal jain too
taptee dhoop main bhi phir wo
keyon nahi jaltay

shama ki mohabbat main
jab jugnu bhi mar jata hai
ay khuda us kay bina phir hum
kiyon nahi martay