Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..
Aik Nazm,
Hum Kabhi Jo Ghussay Main
hummm 'laal batee' traffic wali or oper se Ghussay main bhi, Allah hi samjhay mian aap ko
Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..
Aik Nazm,
Hum Kabhi Jo Ghussay Main
hummm 'laal batee' traffic wali or oper se Ghussay main bhi, Allah hi samjhay mian aap ko
Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..
Ahmar buhat piyaree nazam hai...............................agar mind na karain too main bhi kuch add kar doon....................
Jo humain buhat piyara ho aur wo hum door jayay too us ki haseen yadoon kay zakham kion nahi Siltay
hum jiss kay leyay apnee hastee tak mita dain sab kuch bhula dain sath hamaray phir wo kion nahi chaltay
ishq kay dewanay jab sehra main nikal jain too taptee dhoop main bhi phir wo keyon nahi jaltay
shama ki mohabbat main jab jugnu bhi mar jata hai ay khuda us kay bina phir hum kiyon nahi martay
fiza.. thnx alot.. mind kernay wali to koi baat nahi hai.. :)
very nice try.. keep it up dear.. :)
Re: Koi Mujh Ko Samjhaye..
![]()