koi apni jaga say hile ga nai

:emmy: cafe pe ab mera kabza hai

:daku:

:chai: apni apni keyboard mere samnay daal do aur aaram say ja ke konay main betho

:dixsi:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

:crying:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

:shikari:laa wo mujhe de

Re: koi apni jaga say hile ga nai

ustad … beautiful gals serif meriii hai :devil:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

:crying:

HYE ALLAH hun k keraaannnnn…BACHAAOOOOO mere computer ki izat khutre me he

nai aap ki sirf housemates hain :snooty: aap ko uni pay guzara karna parhe ga :barbie:

yeh kis ka bacha hai:emmy: bachpan main aisa hai bare ho kar kya hoga iska:smilestar:

bachay ka khilona cheening

sharam nahee aathheee daku hogaay . masooom bachaay ka khiloonaa cheentay hooo

shyenoo kahan ho tum … Bachaaaaaaaaaaaaa’oooooo

ab to wohi hoga jo manzoor-e-khuda hogakharaab neyat

computer ki harddisk chori karnay ka soching:hmmm:

ustaad maaf kar dou issai, IODINE ki kammi ka shikar hai. :rotfl:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

hye ALLAHHH ab hum kahin ke nahi rahenge... kisi ko monh dikhane ke laiq nahi rahnge kahan he super man kahan he computer man koi tu buchao is DAKKUU se

Re: koi apni jaga say hile ga nai

:yawn:
:sleep:

:mad: tum? dushman?

bachay ko dushman pe phainking

:snooty:

badtameez daku

aaab maaalom chalaa mere bacha (kk) aysa kyun hai :smiley:

aaj to gizzy bhi bizzy hai:dixsi:

koi nai bachanay aae ga

oi bachai par zulm.. :emmy: bachai ko andhai kunwai mai phainking

ye tou daakTar pass janai ka bahana hai :@:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

:omg:^

haath mila sheera,aaj say jurm main hum sathi hai:lifey:

Re: koi apni jaga say hile ga nai

k337 he always cums to save MOI :snooty:

:fatee: ustaad wo tu hum pehLai bhi thai, DEODORANT bijness bhool gayeen. :vivo: