… Kiya abhi tak Election ka hangama khatam nahi huwa kiya??? Abhi tak bohut saari Stickies “Chipky” huwi nazar aa rahi hain
Aray bhai logo, yahan sar khujjaney ki fursat nahi hey - itni saari posstain kahan sey parrh saktay hain - Koi aik Dhaga aisa Chipka kar “lock” kar dain jiss main saaray results laga dain…
Aur haan agar kisi Zimni Election main kisi polling booth par RANGERS ki zaroorat paray tou yaad kar leejiya ga… (waisay tou koi ikka dukka hi yaad karta hey apun ko)
Election ka zamana tu mujhay bhi buhat pasand hay! taraah taraah kay log, taraaah taraah key sweets, aur taraaah taraaah kay jokes (wadaay). kya yahaaN kay elections maiN bhi yehi sab kuch hota hay ???