Kiya Huwa Bhai Logs.... ?

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

haan hamein pata hai aap kaa ab jaa ker mujhe vote dein aaj kakhri din hai:bummer:

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

kon hai meno das khali :grumpy: Allah ka shuker hai me fit n fine life bhi set hai tum sunao whts goin on ?

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

Ama kiya keh rahay hain maulana :cb:

Than-Q

Aray khala aap kis post par “larr” rahi hain… election :confused:

:jhanda:

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

buss samajh jaaYeN bhai miyaaN boss!
maiN “yehi” keh rahaa hooN :roman:

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

mayor bannaiN gee yeh :smiley:

Re: Kiya Huwa Bhai Logs… ?

Jab polling stations par Bullwaa ho raha thaa
uss waqt saray ranger walay lassi ki dukan par lassi pee kar dakaraiN maar rahay thay

:naraz: