muhabat zaat hoti hai
muhabat zaat ki takmeel hoti hai
koi jungle mien jaa thairey,kisi basti mein bas jayey
muhabat saath hoti hey
[/QUOTE]
udaas shamooN ka tum kuch hisaab rakh laiNa
dil haazee'N maiN mohabat ka baab rakh laiNa
na bethna kabhi tanha udaas moasam maiN
nazar k saamnay dil ki kitaab rakh laiNa
udaas shamooN ka tum kuch hisaab rakh laiNa
dil haazee'N maiN mohabat ka baab rakh laiNa
na bethna kabhi tanha udaas moasam maiN
nazar k saamnay dil ki kitaab rakh laiNa
[/QUOTE]
Yeh ajab uljhan hai k woh pass bhi hai door bhi
Aur main apne aap mein aazad bhi,mehsoor bhi
udaas shamooN ka tum kuch hisaab rakh laiNa
dil haazee'N maiN mohabat ka baab rakh laiNa
na bethna kabhi tanha udaas moasam maiN
nazar k saamnay dil ki kitaab rakh laiNa
[/QUOTE]
dil naa ummeed to naheeN, naakaam hee tu hai
lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi to hai
Yeh ajab uljhan hai k woh pass bhi hai door bhi
Aur main apne aap mein aazad bhi,mehsoor bhi
[/QUOTE]
koi duur ho kay bhi paas hai, koi paas ho ke bhi duur hai
ye ajeeb raat hai dosto keh na hijr hai nah wisaal hai
kaise keh doo.n k mujhe chor diya hai us nay
baat tu such hai magar baat hai ruswayee ki
:(
[/QUOTE]
guzra kartey haiN sulagtey huwey baqie aa'yaam
log jab aag lagatey haiN bhujatey bhe nahi
cheeN laitey hain kisi shakas k jee ka araam
phir paas bulatey be nahi bithaatey bhe nahi