[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
maiN tumam din ka thaka huwa tu tumam shab ka jaga huwa
zara thahar ja isi more pe teray sath shaam guzar looN
kaa'ee ajnabi teri rah maiN maray pass se yuuN guzar gaa'ey
jinhaiN dekh k ye tarap huwiey tera naam lay k pukaar looN
[/QUOTE]
ham-safar ban ke ham saath hai aaj bhi
phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi
jaaye ham kidhar ajnabi ajnabi
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
ham-safar ban ke ham saath hai aaj bhi
phir bhi hai ye safar ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi mod bhi ajnabi
jaaye ham kidhar ajnabi ajnabi
[/QUOTE]
rastooN maiN na betho k hawa tang karey ghi
bichray huwey logo ki sada tang karay ghi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
rastooN maiN na betho k hawa tang karey ghi
bichray huwey logo ki sada tang karay ghi
[/QUOTE]
Namaa`bar apna hawaaoN ko banaanay walay
Aab na aainegay palat kar kabhi jaanay walay
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Namaa`bar apna hawaaoN ko banaanay walay
Aab na aainegay palat kar kabhi jaanay walay
[/QUOTE]
hawa'ey tarak-e-taa'aluq chali hia dehaN rahay
magar ye baat hamarey he darmay'aaN rahay
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
hawa'ey tarak-e-taa'aluq chali hia dehaN rahay
magar ye baat hamarey he darmay'aaN rahay
[/QUOTE]
tark-e-talluq pay bhi dil ghamzada naheeN
Apni hee riwaayaat say takra gaiy thay hum
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
tark-e-talluq pay bhi dil ghamzada naheeN
Apni hee riwaayaat say takra gaiy thay hum
[/QUOTE]
jab taak wo be-nishaaN raha dastras maiN tha
khush naam ho gaya tu hamara nahi raha
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
jab taak wo be-nishaaN raha dastras maiN tha
khush naam ho gaya tu hamara nahi raha
[/QUOTE]
Qismat jo kulhi bhi to kuch is tarha ke mujh tak
Dariya ki hawa aiyee biyanban kee traf say
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Qismat jo kulhi bhi to kuch is tarha ke mujh tak
Dariya ki hawa aiyee biyanban kee traf say
[/QUOTE]
raqs karane kaa milaa hukam jo dariyaaoN maiN
ham ne Khush hoke bhaNvar baNdh liye paon meiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
raqs karane kaa milaa hukam jo dariyaaoN maiN
ham ne Khush hoke bhaNvar baNdh liye paon meiN
[/QUOTE]
Unko bhi hai kisi bheegay huay manzar kee talaash
Boond tak bou na sakay jo kabhi saharaaoN maiN
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Unko bhi hai kisi bheegay huay manzar kee talaash
Boond tak bou na sakay jo kabhi saharaaoN maiN
[/QUOTE]
agracha saad rastey maiN baray dilkash jazeeray they
mujhay har haal maiN lakiN samandar paar jana tha
:k: good
Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
:k:
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
agracha saad rastey maiN baray dilkash jazeeray they
mujhay har haal maiN lakiN samandar paar jana tha
[/QUOTE]
Rahiyay ab aisee jagah chal kar jahaN koi na ho
Hum-sukhan koi na ho aur hum-zabaan koi na ho
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Rahiyay ab aisee jagah chal kar jahaN koi na ho
Hum-sukhan koi na ho aur hum-zabaan koi na ho
[/QUOTE]
kahaN talak koi dhoondhy musafirooN ka suraag
bichrnay walooN ka kia hai milay milay na milay
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
kahaN talak koi dhoondhy musafirooN ka suraag
bichrnay walooN ka kia hai milay milay na milay
[/QUOTE]
Shayad kay zameen hai woh kisi aur jahaan ki
Tu kis ko samajhta hai falak apnay jahaan ka
Thanks Zakhmi jee, I’ll appreciate if you come up with the reply of shair with another shair. ![]()
ZU ye koyal ka sher tha wise ka nahi
Hum nay bhi note kia tha, per socha aapka ho ya mera eik hee baat isi liay kuch kaha nahee ![]()