kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch

:blush:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

aaj phir qatl ke ilzaam se bachane ke liye
ro rahe hain mujhe suulii pe chadhane vaale
[/QUOTE]

Hum per tumhaari chaah ka ilzaam hee tu hai
Dushnaam to naheeN hai ye ikraam hee to hai

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

khuda janay ye kis ki jalwa gah naaz hai dunia!
hazarooN uth gaye kasrat wohi baiqe hai mehfil ki
[/QUOTE]
Yeh inteqaam bhi lena tha zindagi ko abhi
Jo log dushman-e-jaaN thay woh GHum gusaar huay

Thanks :slight_smile:

BaiThay haiN rahguzar pey hum GHair hamaiN uThaye kyuN

:eek: :eek: sherni ki rah guzar pe bethay ho ye adamkhor sherni hai in ka dekhaiy na signature..shikaar main hai :p..beter be care ful..:slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Yeh inteqaam bhi lena tha zindagi ko abhi
Jo log dushman-e-jaaN thay woh GHum gusaar huay

[/QUOTE]

zinghi ki rahooN maiN gham be sath chaltey haiN
koi gham maiN hansta hai koi gham maiN rota hia

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Hum per tumhaari chaah ka ilzaam hee tu hai
Dushnaam to naheeN hai ye ikraam hee to hai

[/QUOTE]


hum ne tumharay baad na rakhi kisi se aa's
ik tajurba he bohat thaa baray kaam aa gya

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *


hum ne tumharay baad na rakhi kisi se aa's
ik tajurba he bohat thaa baray kaam aa gya
[/QUOTE]

jahan ban ban ke aas dil ki tuuti jaati hai
vahi qismat khadi bechargi pe muskuraati hai

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

jahan ban ban ke aas dil ki tuuti jaati hai
vahi qismat khadi bechargi pe muskuraati hai
[/QUOTE]

aa'lam kaR lea hia abaad hamaRay undeR
puRsakooN hum nazaR atey haiN bazahaR kitnay

Duniyaa hum ko darati kyu hai
Hum bhi koi tar niwala tu naheeN

Thanks for the advise, hum careful hain, :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

zinghi ki rahooN maiN gham be sath chaltey haiN
koi gham maiN hansta hai koi gham maiN rota hia
[/QUOTE]
Unkee palkoN per sitaray apnay hoNtoN per haNsi
Qissa-e-gham kehtay kehtay ham kahaaN tak aa gaye

bhut hi zaberdast thread ha saray hi shir zaberdast ahin mashAllah :k:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Unkee palkoN per sitaray apnay hoNtoN per haNsi
Qissa-e-gham kehtay kehtay ham kahaaN tak aa gaye

[/QUOTE]

ek bas tuu hi nahi mugh say khaafa ho betha
mein nay jo sang tarasha wo khuda ban betha

Thanks nikii… and welcome to the thread :flower1:

[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *

ek bas tuu hi nahi mugh say khaafa ho betha
mein nay jo sang tarasha wo khuda ban betha
[/QUOTE]
Tu hai gur mujh say Khafa Khud say Khafa hooN maiN bhi
Mujh ko pehchaan keh teri hee adaa hooN maiN bhi

[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *

ek bas tuu hi nahi mugh say khaafa ho betha
mein nay jo sang tarasha wo khuda ban betha
[/QUOTE]

sar khukaoge to paththar devta ho jayega
itna mat chaho use woh bewafa ho jayega

welcome nikii ji :)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Unkee palkoN per sitaray apnay hoNtoN per haNsi
Qissa-e-gham kehtay kehtay ham kahaaN tak aa gaye

[/QUOTE]

shubnum ki tarha aankh se ansoo baRas paRay
dil se jab aa'ey yaad guzashta bahaR ki!

[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *

ek bas tuu hi nahi mugh say khaafa ho betha
mein nay jo sang tarasha wo khuda ban betha
[/QUOTE]

khud isay yaad nahi ahad-e-mohabat lakiN
muj ko bay'gana paymaan-e-wafa kahti hia

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

sar khukaoge to paththar devta ho jayega
itna mat chaho use woh bewafa ho jayega

welcome nikii ji :)
[/QUOTE]


phiR apnay sung-o-daR ki be tauQeeR dekhna
tum apnay naam peR hamiN ruswa tu honay do

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Tu hai gur mujh say Khafa Khud say Khafa hooN maiN bhi
Mujh ko pehchaan keh teri hee adaa hooN maiN bhi

[/QUOTE]

bahaR se salamat hooN na undeR se shikasta
yaa'Rub mujhay jeenay ki aa'da keon nahi ati..