ahem ahem you are already in, welcome Paglee Ji… ![]()
Inn ki nazar main meri tabahi key wastey
Itna khaloos tha key shikayat bhi na kar sakey
Very nice Daagh sahab…
and welcome ![]()
Thanks WiseGuy ![]()
Just Koyal jee adaab
Hum bhi tu hain yahan per
MaaNgaa karaiNgay ab say duaa hijr-e-yaar kee
AaKhir ko dushmani hai dua ko asar kay saath
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
wesi he jesi azal se thei aur abad taak rahya ghi :p
PS: no changes stil in critical condition..:p
[/QUOTE]
Mein tumharee khirkee par jo phol chor gaya tha woh mila ke naheen?
wowwwwwwww welcome welcome here ![]()
w’adaab daagh g kesay ho ap and nice gazal thanks 4 sharin..![]()
:nono: :nono: wg no crying ap k leay be tha na shaied daagh g ko ap nazar nahi aiey ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Mein tumharee khirkee par jo phol chor gaya tha woh mila ke naheen?
[/QUOTE]
hmmm khrki khuli hoti tu utha laitey ab jis ki kismat ka wo phool tha lay gaya ;)
Mujhe woh phool wapis chahiye bas ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ajeeb husan hia teri udaas ankhoN maiN
sakoot subha-e-azal ka khyal aata hia
[/QUOTE]
Usay subha-e-azal inkaar ki jurrat hui kyunkar
Mujhay maloom kia wo razdan tera ha ya mera
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Hurf-e haq dil maiN khatakta hai jo kante ki tarah
Aaj izhaar karaiN aur khalish mit jaa'e
[/QUOTE]
deeda-e-dil ne dard ki panay baat be ki tu ksi se ki
wo tu dard ka baani thehara wo kia dard bataa'ey gha
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Usay subha-e-azal inkaar ki jurrat hui kyunkar
Mujhay maloom kia wo razdan tera ha ya mera
[/QUOTE]
mujhay chor day marey haal per tera kia bharos aiey chara ghar
teri ye nawazish-e-mukhtasir mera dard aur barha na day
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
mujhay chor day marey haal per tera kia bharos aiey chara ghar
teri ye nawazish-e-mukhtasir mera dard aur barha na day
[/QUOTE]
In lakeroon mein basa thaa jo naseboon ki tarha
Gardish-e-dauraan ke sadqe, phir banaaya na gaya
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
deeda-e-dil ne dard ki panay baat be ki tu ksi se ki
wo tu dard ka baani thehara wo kia dard bataa'ey gha
[/QUOTE]
Jaaney Uss shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai
Raat hoti hai tou, aankhon mein utar aata hai
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ajeeb husan hia teri udaas ankhoN maiN
sakoot subha-e-azal ka khyal aata hia
[/QUOTE]
Har Shaksh keh Raha Hay tujhay Dekhnay Kay Baad
Dawaa Mera Bachaa hay Tujhay Dekhnay Kay Baad
Sajdaa Karo Ya Naksh-e-Qadam Chumtaa Raho
Ghar Kabba Bun Gayaa Hay Tujhay Dekhnay Kay Baad
na jane kion her aik se pata pochna para
halanke tere rahe-ghuzar ajnabee ne thee!
hum ko bhola ker aaj woh yoon mutmaheen hai
jese hamaree khabhi aun se dostee ne thee
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
nazar utha k zara dekh tu sahi aik baaR
k teray darad ne kitna badal deya hia mujhay
[/QUOTE]
woh aik yaad ke her lamha zahin mein jagee
woh aik zikar ke lahja bhi hum badaal ne sakee
woh aik naam ke jis naam ko bhole na khabhi
woh aik raah ke jis raah se nekal ne sakee