kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

woh aik yaad ke her lamha zahin mein jagee
woh aik zikar ke lahja bhi hum badaal ne sakee
woh aik naam ke jis naam ko bhole na khabhi
woh aik raah ke jis raah se nekal ne sakee
[/QUOTE]

kyaa Khabar thi ke mein is darjaa badal jaaungaa
tujh ko kho dunga tere gam se sambhal jaaungaa

zid mein aaye hue maasoom se bachche ki tarah
khud hi kashti ko dubone pe machal jaaungaa

Poet: Farhat Shehzad

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

In lakeroon mein basa thaa jo naseboon ki tarha
Gardish-e-dauraan ke sadqe, phir banaaya na gaya
[/QUOTE]

juram-e-ulfat pa hamiN log saza daitey haiN
kesay naa'daaN haiN k sholooN ko hawa daitey haiN

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Jaaney Uss shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai
Raat hoti hai tou, aankhon mein utar aata hai
[/QUOTE]

bohat zaida na in per fraifta hona
haseen log bari be-iltfaat hotey haiN

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Har Shaksh keh Raha Hay tujhay Dekhnay Kay Baad
Dawaa Mera Bachaa hay Tujhay Dekhnay Kay Baad
Sajdaa Karo Ya Naksh-e-Qadam Chumtaa Raho
Ghar Kabba Bun Gayaa Hay Tujhay Dekhnay Kay Baad
[/QUOTE]

sha'ed bananay walay ko kuch is ka ilam ho
kis nuqta-e-nazar se banaa'ya gaya hooN maiN

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

na jane kion her aik se pata pochna para
halanke tere rahe-ghuzar ajnabee ne thee!
hum ko bhola ker aaj woh yoon mutmaheen hai
jese hamaree khabhi aun se dostee ne thee
[/QUOTE]

kis leay kijeay kisi ghum ghusta shakas ki talash
jab k miti k khilooN se bahal jatey haiN log

:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

kyaa Khabar thi ke mein is darjaa badal jaaungaa
tujh ko kho dunga tere gam se sambhal jaaungaa

zid mein aaye hue maasoom se bachche ki tarah
khud hi kashti ko dubone pe machal jaaungaa

[/QUOTE]


kismat ka sitam taqdeer ka gham har haal kaiN sahna parta hai
shikway be hazaarooN hotey haiN khaamosh be rahna parta hai

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

kyaa Khabar thi ke mein is darjaa badal jaaungaa
tujh ko kho dunga tere gam se sambhal jaaungaa

zid mein aaye hue maasoom se bachche ki tarah
khud hi kashti ko dubone pe machal jaaungaa

Poet: Farhat Shehzad
[/QUOTE]

ghum nahi bohlta bohlane se
nam hoee aank muskarane se
aaj woh ajnabee se lagtein hain
jantaa hoon jene zamane se

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

juram-e-ulfat pa hamiN log saza daitey haiN
kesay naa'daaN haiN k sholooN ko hawa daitey haiN
[/QUOTE]

Maszid mein bulate hain hame zahid-e-nafaham
hota jo agar hosh to maikhane na jaate?

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

bohat zaida na in per fraifta hona
haseen log bari be-iltfaat hotey haiN
[/QUOTE]

Ai zindagi Khuda ke liye ab muaf kar
baithi hui hai maut mere intezaar mein
Mera naam unki zubaan par jo aya
wo chup ho gaye dastaan kehte kehte

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

sha'ed bananay walay ko kuch is ka ilam ho
kis nuqta-e-nazar se banaa'ya gaya hooN maiN
[/QUOTE]

Taqdeer bananay walay tu nay kami na kee
Aab kis ko kiya mila mukadar ke baat hai

thanks

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Taqdeer bananay walay tu nay kami na kee
Aab kis ko kiya mila mukadar ke baat hai
[/QUOTE]


taqdeer k qaazi ka ye fatwa hai azal se
hai juram zahefi ki saza marag mufajat

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Ai zindagi Khuda ke liye ab muaf kar
baithi hui hai maut mere intezaar mein
Mera naam unki zubaan par jo aya
wo chup ho gaye dastaan kehte kehte
[/QUOTE]

ye fasna-e-mohabat ye wafa ki dastaanaiN
koi aur ziker chero mera dil laho laho hia

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Taqdeer bananay walay tu nay kami na kee
Aab kis ko kiya mila mukadar ke baat hai
[/QUOTE]

ya na thei hamari kismat k visaaa'-e-yaar hota
agar aur jeetay rahtey yehi intzar hota

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *


taqdeer k qaazi ka ye fatwa hai azal se
hai juram zahefi ki saza marag mufajat
[/QUOTE]

Taqdeer ka sitam hai ya apnai baad nasibee
Maray sath hoo kay behi wo mara nahi hai

by Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

ya na thei hamari kismat k visaaa'-e-yaar hota
agar aur jeetay rahtey yehi intzar hota
[/QUOTE]

Sawal e wasal par un ko udoo ka khoof hai itna
Dabay hoontoon say datay hain jawab ahista ahista

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

ye fasna-e-mohabat ye wafa ki dastaanaiN
koi aur ziker chero mera dil laho laho hia
[/QUOTE]

Agar choop chap tum dekhoo tu daam aram say niklay
Idahar hum hichki latay hain udahar tum roonay lagtay hoo

Excellent :k:

zabardast sher Dilsay :k: