Koyal
401
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kyu hijr kay shikaway kerta hai kyu dard kay ronay rota hai
Ab ishq kia hai tu sabr bhi ker is maiN tu yahi kuch hota hai
[/QUOTE]
dee'ya khamosh hai lakin kisi ka dil tu jalta hia
chalay aa'woo jahan taak rishni maloom hoti hia
Koyal
402
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
[/QUOTE]
dekhaiey ab hamari be 1901 ho gaien :p
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dekhaiey ab hamari be 1901 ho gaien :p
[/QUOTE]
Good jald hee 2K bhi jaye ga...
BaRa shor suntay they 2K ka, keh yeh hoga woh ga
Ab dekhiay keh aap ka 2K kay baad kia haal hota hai
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dee'ya khamosh hai lakin kisi ka dil tu jalta hia
chalay aa'woo jahan taak rishni maloom hoti hia
[/QUOTE]
Woh aaye bazm maiN itna to Meer nay dekha
Phir uskay baad chiraghoN maiN roshni na rahi
Koyal
405
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Woh aaye bazm maiN itna to Meer nay dekha
Phir uskay baad chiraghoN maiN roshni na rahi
[/QUOTE]
teRi yaad aa' gae gham khushi maiN dhal gaye
ik chiraagh kia jala soo chiraargh jal uthaY
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
teRi yaad aa' gae gham khushi maiN dhal gaye
ik chiraagh kia jala soo chiraargh jal uthaY
[/QUOTE]
Duniya nay teri yaad say begana kar diya
Tujh say bhi dil-faraib haiN gham-rozgaar kay ;)
Koyal
407
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Duniya nay teri yaad say begana kar diya
Tujh say bhi dil-faraib haiN gham-rozgaar kay ;)
[/QUOTE]
dunia gham tu daiti hia shareek-e-gham nahi hoti
kisi k dooR janay se mohabat kaam nahi hoti
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dunia gham tu daiti hia shareek-e-gham nahi hoti
kisi k dooR janay se mohabat kaam nahi hoti
[/QUOTE]
Muhabbat maiN karaiN kya kuch kisi say ho naheeN sakta
Mera marnaa bhi to meri Khushi say ho naheeN saktaa
Koyal
409
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Muhabbat maiN karaiN kya kuch kisi say ho naheeN sakta
Mera marnaa bhi to meri Khushi say ho naheeN saktaa
[/QUOTE]
mohabat jazba-e-aysaaR se parwaan charti hai
khalos dil na ho tu dosti se kuch nahi hota
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
mohabat jazba-e-aysaaR se parwaan charti hai
khalos dil na ho tu dosti se kuch nahi hota
[/QUOTE]
Sau Khuloos baatoN maiN sab karam KhayaaloN maiN
Bas zara wafa kam hai teray shahar waaloN maiN
Dilsay
411
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
mohabat jazba-e-aysaaR se parwaan charti hai
khalos dil na ho tu dosti se kuch nahi hota
[/QUOTE]
mohabatoon main deloon ko ajeeb dharka sa
na janay kon kis jagaha rasta badal jaya
Dilsay
412
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dunia gham tu daiti hia shareek-e-gham nahi hoti
kisi k dooR janay se mohabat kaam nahi hoti
[/QUOTE]
door jaa kar kareeb hoo jitnay
hum say kab tum karee thay itnay
aab tum aa oo gay na jaoo gay
wasal o hijar baham howay kitnay
Dilsay
413
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dekhaiey ab hamari be 1901 ho gaien :p
[/QUOTE]
kiya baat hai
khush aamdeed Dilsay... :)
Koyal
415
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
door jaa kar kareeb hoo jitnay
hum say kab tum karee thay itnay
aab tum aa oo gay na jaoo gay
wasal o hijar baham howay kitnay
[/QUOTE]
nazar se door ho k keon bewafa ho gaye tum
kisi k dil ko lay kia yuhi barbaad kartey haiN
Koyal
417
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
mohabatoon main deloon ko ajeeb dharka sa
na janay kon kis jagaha rasta badal jaya
[/QUOTE]
rastey maiN ik bhooli huwi shakal dekh kar
awaaz de tu lub pe koi naam be na tha
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
rastey maiN ik bhooli huwi shakal dekh kar
awaaz de tu lub pe koi naam be na tha
[/QUOTE]
Kaun rakhta hai yaad naamo ko,
Log insaan ko bhool jaya karte hai
Paglee
419
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kaun rakhta hai yaad naamo ko,
Log insaan ko bhool jaya karte hai
[/QUOTE]
ahem ahem may i come in too..:)
koN bahteY huwey aa'shkooN pe nazaR rakhta hia
log hansteY huwey chahrooN ko dua daitey haiN
Daagh
420
koyal jee adaab 
duaa karo ki ye paudhaa sadaa hara hi lage
udaasiyo se bhii cheharaa khilaa-khilaa hi lage
nahi hai mere muqaddar mein raushani na sahi
ye khidaki kholo zaraa subah ki havaa hi lage
ajeeb shakhs hai naaraaz hoke hansta hai
main chaahata hoon khafaa ho to vo khafaa hi lage