kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Neend os kee hai, dimaaGH os ka hai, raataiN os kee haiN
Teii zulfaiN jis kay baazoo per pareeshaaN ho gayeeN

[/QUOTE]

Tum zulaf ko kuch aur parashan karoo
Hum jam ko lab raz kiya datain hain

Tum nay tu kah diya mohabat nahi milee
Mujah ko tu ya kahnay kee behi fursat nahi milee

Us nay khancha hai maray hath say daman apna
Kiya karoo gar na karoon chak grabain apna

Us ko chaha behi tu izhar na karna aya
Kat gayee umeer magar piyar na karna aya
Us nay manga behi agar kuch tu judai mangee
Aur hum they ka hamin inkar na karna aya

Ishaq kee dastan hai piyaray
Apni apni zaban hai piyaray
Tu nahi main hoon main nahi tum hai
Aab kuch asa ghuman hai piyaray

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Hum say aak dil abad nahi hoo pat
Log sahra ko behi gulzar baba datay hain
[/QUOTE]


har baar mangti hia naya chasham-e-yaar dil
ik dil k kis tarha se bana'ooN hazar dil

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Arzoo sabar talab aur tamana bay tab
Dil ka kiya rang karoon khoon jigar honay tak
[/QUOTE]

ahh bharna hamin be ata hai sitamghar lakiN
teri ruswaa'e k khadshay se nahi bhartey haiN

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Tum nay tu kah diya mohabat nahi milee
Mujah ko tu ya kahnay kee behi fursat nahi milee
[/QUOTE]

meray lubooN se tu koi baat be nahi niqli
magar taraash le tum ne kahanyaN logo

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Us nay khancha hai maray hath say daman apna
Kiya karoo gar na karoon chak grabain apna
[/QUOTE]

chura k chal dya agar hath tu hayrat keoN?
khushi hamesha yahan kis k pass rahti hia

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Us ko chaha behi tu izhar na karna aya
Kat gayee umeer magar piyar na karna aya
Us nay manga behi agar kuch tu judai mangee
Aur hum they ka hamin inkar na karna aya
[/QUOTE]

aisay saada logo ki chara gari bhala kesay ho
dard ka darmaa'N aur koi ho kahna haal kisi se

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *


har baar mangti hia naya chasham-e-yaar dil
ik dil k kis tarha se bana'ooN hazar dil
[/QUOTE]

haal usakaa tere chehare pe likhaa lagataa hai
vo chup chaap kha.Daa hai teraa kyaa lagataa hai

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

aisay saada logo ki chara gari bhala kesay ho
dard ka darmaa'N aur koi ho kahna haal kisi se
[/QUOTE]

aafat kii shoKhiyaa.N hai.n tumhaarii nigaah me.n
mehashar ke fitane khelate hai.n jalwa-gaah me.n

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

chura k chal dya agar hath tu hayrat keoN?
khushi hamesha yahan kis k pass rahti hia
[/QUOTE]

chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa
dil milaa hai kahaa.N kahaa.N tanhaa

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

meray lubooN se tu koi baat be nahi niqli
magar taraash le tum ne kahanyaN logo
[/QUOTE]

maar hi Daal mujhe chasm-e-adaa se pahale
apanii ma.nzil ko pahu.Nch jauu.N qazaa se pahale

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

aa'ghaz-e-wafa anjaam-e-wafa do waqat ye nazuk hotey haiN
kal hum se zamana barham tha aj in se zamana barham hai
[/QUOTE]

HaaN nahi woh wafa-parast jaao woh bewafaa sahi
Jis ko ho jaan-o-dil azeez us kee galee maiN jaye kyuN

Peeri ki zulf maiN uljha, na reesh-e-waaez maiN Dil ghareeb hua luqma imtehano maiN :hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

HaaN nahi woh wafa-parast jaao woh bewafaa sahi
Jis ko ho jaan-o-dil azeez us kee galee maiN jaye kyuN

[/QUOTE]

wo rootha he rahay muj se manzoor hia lakin
yaaro! isay samjha'oo k meri galeyaN na choray wo

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

maar hi Daal mujhe chasm-e-adaa se pahale
apanii ma.nzil ko pahu.Nch jauu.N qazaa se pahale
[/QUOTE]

maiN samja tha bus ik ghaam hai manzil lakiN
faasilay bhar gaye manzil k qareeb anay taak

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa
dil milaa hai kahaa.N kahaa.N tanhaa
[/QUOTE]

chaand ka dasht be abaad kabhi kar laina
pahlay dunia k ujary huwey ye ghar tu dekho

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

haal usakaa tere chehare pe likhaa lagataa hai
vo chup chaap kha.Daa hai teraa kyaa lagataa hai
[/QUOTE]


haal-e-dil tu khul chuka is shahar maiN har shakas per
lakin tum is shahar maiN us be-khabar ko be dekhna