koyal ya keya ajeeb ajeeb avatar rakh rahi hain ap ![]()
haan na ap jo chor k chalay gaye tu ye haal tu hona he tha na ![]()
any way welcome back..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
haan na ap jo chor k chalay gaye tu ye haal tu hona he tha na :p
any way welcome back..:)
[/QUOTE]
ab tu mai Aa gaya hon na.. ab tu apni hallat theek kar lo ;)
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
ab tu mai Aa gaya hon na.. ab tu apni hallat theek kar lo ;)
[/QUOTE]
haan lagta hai ab karna he parey gha ..:p
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
haan lagta hai ab karna he parey gha ..:p
[/QUOTE]
Yeh Koyal nay insaani shakal aur roop kab say dhaar liya woh bhi kisi BaReeBee ka ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
wo rootha he rahay muj se manzoor hia lakin
yaaro! isay samjha'oo k meri galeyaN na choray wo
[/QUOTE]
Laazim tha keh dekho mera rasta koi din aur
Tanhaa gaye kyoN ab raho tanha koi din aur
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Laazim tha keh dekho mera rasta koi din aur
Tanhaa gaye kyoN ab raho tanha koi din aur
[/QUOTE]
tum pakaroo tu bhala paa'oN kab ruktey haiN
manzil-e-ishq se maiN laakh garaizaN he sahi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
tum pakaroo tu bhala paa'oN kab ruktey haiN
manzil-e-ishq se maiN laakh garaizaN he sahi
[/QUOTE]
HamaiN dil say pukaro gay.........
HamaiN tum saath pao gay.......~~~......
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
HamaiN dil say pukaro gay.........
HamaiN tum saath pao gay.......~~~......
[/QUOTE]
dil ye kahta hia k shaied ho afsurda tu bhe
dil ki kia baat kareN dil tu hai naadaa'N jaana'N
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dil ye kahta hia k shaied ho afsurda tu bhe
dil ki kia baat kareN dil tu hai naadaa'N jaana'N
[/QUOTE]
Yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai
kis qadar jald badal jaate haiN insaaN jaanaaN
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai
kis qadar jald badal jaate haiN insaaN jaanaaN
[/QUOTE]
ap he apNi aa'daaoN pe zara ghoR karaN
hum agar arz karaN gaiN tu shikaa'yet ho ghi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ap he apNi aa'daaoN pe zara ghoR karaN
hum agar arz karaN gaiN tu shikaa'yet ho ghi
[/QUOTE]
ta kare na ghammazee, kar liya hai dushman ko
dost kee shikayat meN hum ne hum-zabaaN apna
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
ta kare na ghammazee, kar liya hai dushman ko
dost kee shikayat meN hum ne hum-zabaaN apna
[/QUOTE]
dost kia khoob wafaa'ooN ka sila daitey haiN
har naye more per ik zakham naya daitey haiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
dost kia khoob wafaa'ooN ka sila daitey haiN
har naye more per ik zakham naya daitey haiN
[/QUOTE]
Kha ker zaKham dua dee hum nay
Bus yuN umer bitaa dee hum nay
Really? Kioon dete hain? :halo:
Jiskay paas jo hota wahee deta na, aap kay paas Duaain nahee shayed… isi liay aap ko dukh ho raha keh hum kyu dey rahay. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kha ker zaKham dua dee hum nay
Bus yuN umer bitaa dee hum nay
[/QUOTE]
duaa'yeN be tu sirf aza'yem ka sath daiti haiN
dawa'ey dard be dhoondho faqat dua na karoo
g kabhi kabhi insaan khud se be kia ye sawal kar sakta hia capi…![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Jiskay paas jo hota wahee deta na, aap kay paas Duaain nahee shayed... isi liay aap ko dukh ho raha keh hum kyu dey rahay. :)
[/QUOTE]
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
g kabhi kabhi insaan khud se be kia ye sawal kar sakta hia capi...:(
[/QUOTE]
Woh tab na jab "khud" par koi shak ho :)
How are you doing? Dikhaee naheen deteen aaj kal? Naraz hain? Hum wohi hain jo thay aur wohi raheinge hamesha:)