[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Rafaqatain kabhi zanjeer e paa nahi hoteen
Na chal sakoo tu bechar jaoo dostoon ke taraha
[/QUOTE]
roz kha laitey haiN hanstey huwey chahrooN se fraib
kia karan apni nighaa'hooN maiN murawat hia bohat

*Originally posted by Koyal: *
roz kha laitey haiN hanstey huwey chahrooN se fraib
kia karan apni nighaa'hooN maiN murawat hia bohat
[/QUOTE]
Apni awaz ke larzish par tu kaboo pa loo
Piyar kay bool tu hoontoon say nikal jatay hain
Apnay tawar tu sanbahaloo kaheen koyee ya na kahay
Dil badaltay hain tu chaharay behi badal jatay hain
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Apni awaz ke larzish par tu kaboo pa loo
Piyar kay bool tu hoontoon say nikal jatay hain
Apnay tawar tu sanbahaloo kaheen koyee ya na kahay
Dil badaltay hain tu chaharay behi badal jatay hain
[/QUOTE]
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ye sakoot-e-yaas ye dil ki raghooN ka tootna
khamoshi maiN kuch shikast-e-saaz ki baat karo
[/QUOTE]
Main choop raha tu galat fahmiyan barahin
Vo behi soona hai us nay jo mainay kaha nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Main choop raha tu galat fahmiyan barahin
Vo behi soona hai us nay jo mainay kaha nahi
[/QUOTE]
ahh bharna be hamin ata hia sitamghar lakiN
teri ruswaa'ie k khadshay se nahi bhartey haiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ahh bharna be hamin ata hia sitamghar lakiN
teri ruswaa'ie k khadshay se nahi bhartey haiN
[/QUOTE]
Dil main tufan choopaya betha hoon
Ya na samjahoo ka tum say piyar nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Dil main tufan choopaya betha hoon
Ya na samjahoo ka tum say piyar nahi
[/QUOTE]
hmmm
bohat shor suntey they pahloo maiN dil ka
jo cheera tu ik qatra-e-khooN na niqla
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
hmmm
bohat shor suntey they pahloo maiN dil ka
jo cheera tu ik qatra-e-khooN na niqla
[/QUOTE]
hmmmmmmmmm yes
Karo na fiqar zaroorat pari tu hum dain gay
Lahoo jigar ka charaghoon main rooshni kay liya
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
hmmmmmmmmm yes
Karo na fiqar zaroorat pari tu hum dain gay
Lahoo jigar ka charaghoon main rooshni kay liya
[/QUOTE]
saboot baraq ki gaarat gari ka kis se milay
k aa'shyaN tha jahan ab wahan dhuwaN be nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
saboot baraq ki gaarat gari ka kis se milay
k aa'shyaN tha jahan ab wahan dhuwaN be nahi
[/QUOTE]
Ghar ke tameer tasawar he main hoo saktee hai
Apnay naqshay kay mutabiq ya zameen kuch kam hai
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
saboot baraq ki gaarat gari ka kis se milay
k aa'shyaN tha jahan ab wahan dhuwaN be nahi
[/QUOTE]
hmmmm KIA
Pata kaisay chalay dunya ko qasr-e-dil kay jalnay ka
dhoowaiN ko raasta milta nahiN bahar nikalnay ka
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ghar ke tameer tasawar he main hoo saktee hai
Apnay naqshay kay mutabiq ya zameen kuch kam hai
[/QUOTE]
daar-o-dewar ka naqsa nahi dekha jata
in k jatye he badal jati hai ghar ki surat
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
hmmmm KIA
Pata kaisay chalay dunya ko qasr-e-dil kay jalnay ka
dhoowaiN ko raasta milta nahiN bahar nikalnay ka
[/QUOTE]
hmmmm PATA NAHI
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
hmmmm PATA NAHI
hmmmmm why can't I see you on msn???? :(
Dil akela hai bohat laala-e-sahraa kee tarah
Tum nay bhi chhoR diya hai mujhay duniya ki tarah
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
daar-o-dewar ka naqsa nahi dekha jata
in k jatye he badal jati hai ghar ki surat
[/QUOTE]
Ghar ke tameer chahay jasay hooo
Us main roonay ke ak jagaha rakhna
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ghar ke tameed chahay jasay hooo
Us main roonay ke ak jagaha rakhna
[/QUOTE]
Ronay dhonay say hamaiN hai kia GHaraz
Zindagi say tu humnay hansnay ka saleeqa seekha
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Ronay dhonay say hamaiN hai kia GHaraz
Zindagi say tu humnay hansnay ka saleeqa seekha
[/QUOTE]
Roota hoon to ahbab bura mantay hain
Hansta hoon to mujurim mujahay gardantay hain
Har hall main itraz karnay walay
Nadan maray halat kahan jantay hain

zindghi zinda dili ka naam hia
murda dil kia khaak jee'a kartey haiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
zindghi zinda dili ka naam hia
murda dil kia khaak jee'a kartey haiN
[/QUOTE]
Zindagi jaab behi kisi shay ke tamana kartee hai
Maray hoontoon par tara naam machal jata hai