Toot gaye to kirchiooN ko sawa kya dain gay
Kanch kay pair khyalon main lagaya na karo
Gar bicharna para hum say to jio gay kasay
Dil ki gehraio say itna hame chaha na karo
[/QUOTE]
toot kar dil wohi seenay maiN rahaya gha aa'si
ye koi sheesha hia k tootey gha bikhar jaiey gha
chanda tum itna blush kion kartay hO ?
had ho gaie tum nay to is kaam main larkion ko bhi maat day die
aur yeh apni koyal baji ko kion satatay ho
chalo banda bano makhi na bano har waqt unkay agay pechay bhin bhin kar kay lagay rehtay hoo.
aby oo
yar kamal hai
tum nay akal beech kar chanay kha liay thay kya ?
toba meri koyal baji kano ko hath laga kay astaghfar kahing
baji hoon gie tumhari meri kahan say ho gaie ?
fazol main meri rishtaydari na banao
main to samjha tum related ho isiliay itna pyar hai
aru some1 very special baji he ho saktien hai
pata nahi kis kisam ki batain kartay hain ap hazrat .

oey super glue post barhani he hain tu achi batin kar k barhao...zaror faltoo batin karna hai ap ko ..
special wo hotey jo respect kartey hain....:)
[/QUOTE]
oh aur hum samjhay special voh hotay hai jo dil kay pas hotay hain
aur voh respect kay baray main bari achi aik baat kahi hai kisi nay
kay thi
haan
respect khud karwani parti hai :D
chup chup baithay ho zaroor koie baat hai
pehli mulaqat hai yeh pehli mulaqat hai
aur ronay ki kya zaroorat hai
koyal aunty mujhay dant rahi hain apko to nahi
fikar na karain voh apko kuch nahi kahin gie
ap to smile karain na