Kisi ko pata hay????

meray socks kahan hain???:clown:

Re: Kisi ko pata hay???

Loji ab gadhay socks pahannay lagay :cb:

Re: Kisi ko pata hay???

jidhar aap ka underwear hai :hehe: :wink:

Re: Kisi ko pata hay???

agar aap itne aqalmand hote to aap yahaan nahi aate poochne ke liye..:cb:

Re: Kisi ko pata hay????

next door neighbours seh pooch loh
shayed oon koh pata ho?

Re: Kisi ko pata hay????

socks gin leina milnay kay bad kahien 4 key bajay 2 hoon

Re: Kisi ko pata hay????

socks khareeday he nahi thay to milnay kahan say hain

Re: Kisi ko pata hay???

Apne paoon check karo. Shayad pehne hui hain.

:dixsi:

Re: Kisi ko pata hay????

ya washin machine main reh gayay ho gay

Re: Kisi ko pata hay???

apne pao’n check karein :meeno:

Re: Kisi ko pata hay????

koi nay members say baat naheen karta?

Re: Kisi ko pata hay????

wah wah wah tamam khawateen nay nay kaha kay apnay paaoon chech karain!-------------->>>> bhool bhulakker jo hoti hain

Re: Kisi ko pata hay???

hahaha khan jee hahaha

Re: Kisi ko pata hay???

U wanna borrow mine ? :phati:

Aqalmand Gadhe Saab , u have proven that u’r Aqalmand :salute:

Re: Kisi ko pata hay???

jootay main hongay :rolleyes:

Re: Kisi ko pata hay???

:smack: gadhai kaheen kai! check ur hind legs. :hoonh:

Re: Kisi ko pata hay???

:rotfl:

Re: Kisi ko pata hay???

vo tho mein khaagaiye hoon :phati:

Re: Kisi ko pata hay???

khanay ko aur kuch nahi mila :lahol:

Re: Kisi ko pata hay????

under the bed?