Kisi ko pata hay????

Re: Kisi ko pata hay???

normal socks to hongay nahin .. steel kai hongay .. koi magnet hai ghar mai ?:clown:

Re: Kisi ko pata hay????

mere khyaal se Mr Aqalmand Gadha ko apne socks mil gaye hai, Isliye itne chup chup se hai :P

Re: Kisi ko pata hay???

Aqalmand Gadhe ki socks gumm ho gayi hain.. saath mein aqal bhi gumm ho gayi hai..:cb:

Re: Kisi ko pata hay????

haha mere kyaal se Aqal bhi washing machine me daaldi hai galti se :p

Re: Kisi ko pata hay???

^ socks ya aqal..? :hehe:

Re: Kisi ko pata hay????

i think socks app ki begam nay tu kahien nahe rakh diya un say tu pochien

Re: Kisi ko pata hay????

socks aur aqal :p what more can u expect from mr Gadhe bhai :p lol

Re: Kisi ko pata hay????

bhai keh ker aap nay gadhay ko khush kerdia

Re: Kisi ko pata hay???

:rotfl:

it wasnt me..:rolleyes:

Re: Kisi ko pata hay????


app ki begam kasi heen gadha ji:D

Re: Kisi ko pata hay????

acha? gadhe BHAI aap behen to nahin hai na :p lol