Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

Aqalmand Gadha kay socks, jootay, dost, kapray, khana peena, uthna bethna, hansna rona, aur doosray kaam :hoonh: kis ko pata hai kis ko khabar hai?:grumpy:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

yeh nahi poochogi ke aqal kahan hai unki..? :cb:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

haan woh bhi :grumpy:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

:hehe:

sorry.. cant help then..:hehe:

Re: Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

:)

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

:smack: jis ki chesein hian unseh poochein

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

:chai:

Re: Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

FIA ko unkay peechay lagata hoon shayad kuch kaam ban jaaye waisay duniya main aur bhi achay kaam hain karnay ko ik yehi bacha tha kia:)

waisay SHORA E INTEKHAAB main ghair haazri kiwajah pooch sakta hon:(

Re: Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

gadhay ki battaiin gadhay he janaiN ..i

Re: Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

yeh batian tu koi gadha mandi ka malik hi bta sakta hai.

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

:naraz: Allah keray kay es ghaday say tumhari shadi jaldi ho jaye , phir mai chottay
chottay ghaday aur ghadiyoun ka uncle bun jaoun ga, :smilestar: :mocking:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

Rainu Kaka :eek: :hug: :kiss:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

Raindance ek hi gadha kaafi hai aap kitnay gadhon sey shaadi karwain gay? :frowning:

baqi sab log :bailan:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

-------cvabn----------
Kab ki ? kis ko bataya ? Kaisay hoye ? Kahan hoye ? :smilestar:

Allah keray teray ghaaar mai do do twin ghaday houn ,! aur main unka uncle …, :desimunda: Mubarak ho , Jee !! , and howz Nimmi ?? :hugz:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

-------------cvabn----------
kickass Ninja! :smiley: :sadiyah:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

-------------cvabn-----------

Baay haya Dulha ! :smiley:

Ladoo parcel ker baay Ghaday ! :naraz:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

Uffof :smack: uncle abhi nahi hoi na shaadi..meri shaadi ho aur aap na aain…yeh tou ho hi nahi sakta :nono:
Nimmi is fine..:slight_smile:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

LOL..uncle yeh tou aqalmand gadhay ko bhi nahi pata kay ladoo parcel kahan karna hai :hehe:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

-------------cvabn----------

Achaa Ghady Auntie jee! to phir yeh loo mera pata aur ghaday ko bolo kay mujahay rasam mai “Rado” watch chayey, pata “Dhobi Ghaat - Dubai X241” :smiley:

Re: Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

array..aap dhobi kab sey banay?:D
waisay kis gadhay ko pata doon?