Kis ko Pata hai?...Kis ko Khabar hai?...

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

-----------cvabn-----------
Loo ! ker lo baat :frusty: , ab kiya aqalmand ghaday ‘Siyana’ ho gaya hai, yah phir say toot gaye jodi, ? :smiley:

Aur tum es waqt ghar keun ho ? , Koi kaam waam nahi mila kiya, :hoonh::k:

:blush:

Re: Kis ko Pata hai?..Kis ko Khabar hai?..

^
main iss waqt ghar iss liyah hoon kah iss waqt ghar hi hotay hain :smiley:
kaam nahi hai koi..sab kaam karkay ab faarigh hoi thee…

aqalmand gadha bara baywakoof hai aap ko nahi pata :stuck_out_tongue:
aur haan uncle jodi nahi tooti..:smilestar: