mujhe yahaan boht maazaa ahh raha hai i mm sooo happy cuz im learning urdu by talking to u people ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
^ Jee kyoo nahi. Aap ne iss topic pe itni threads kholi, iss se saabit hota hai ke app ko maza aa raha hai.
Re: kis ko maza ah raha hai
kub aa rahaa hai?
KitnaY bajaY aa rahaa hai?
Train saY aa rahaa hai yaa buss say?? kaheeN jahaaz say tau naheeN aa rahaa?? uss saY kaho paani kaY jahaaz saY naa aYe.. naheeN tau phir water board kaa bill aa rahaa hai?
Aa tau rahaa hai. yeh bataao jaaYe gaa kub ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
astaghfaar ... wapis bhaging ...
Re: kis ko maza ah raha hai
Filhaal mujhe to nahi aa raha. I am bored as hell. This site is like so dead. Par kitty ko aa raha hai. Kitty ko kaise aa raha hai, ab yeh aap kal uss se hi poochna.
Re: kis ko maza ah raha hai
^ATA: aap kaa naam mazaa hai?![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
nai main sirf Ata hoon, waisay ‘j’ hata do to main jata bhi hoon ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
atay jatay raha karoo
![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
mujhay sirf gussa araha hay
Re: kis ko maza ah raha hai
^ What seems to be the problem Problem_girl? :)
Re: kis ko maza ah raha hai
y u ghusA?
Re: kis ko maza ah raha hai
here ull also learn swahili....zol lulu
soho bohoo...etc.
Re: kis ko maza ah raha hai
lifeless: you forgot to mention:
- Lobo Lobo
- tigRam Ru
- zukhloof bumbolay
- ChoRu banbanaati ,and
*]LapeTo shodi laamba
Please, do not break my heart next time. I can suffer from severe migrane.
Re: kis ko maza ah raha hai
Kia yaha per maza anee chayay? ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
mujhey bhee bohat maza aa raha hai keyun k mairee urdu ka sataya naaas ho raha hai by talking to you ppl ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
Boogi woogi woogi…:rotato:
Ham saray ghoom jayen…![]()
Aye ga dhair maza…![]()
Kabhi dayaN kaNdha agay…![]()
BayaN kaNdha peechay…![]()
dayaN kaNdha agay:yahoo:
Karain ham ooper neechay…![]()
Awww…tuada kinnay toReya ae dil? Menu dasso.
Re: kis ko maza ah raha hai
kiya aek i rat lgaa rakhi hi ab ne maaz ah rha hi huh
Re: kis ko maza ah raha hai
maaza hi maaza
zindage aik maaza
mirinda aik aur maaza ![]()
Re: kis ko maza ah raha hai
huh
Re: kis ko maza ah raha hai
yeh kia thred hey … ![]()