Paglee
May 31, 2003, 11:20pm
1
[thumb=B]deepsunsm.JPG[/thumb]
kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa
haR haRaf meRay shaeR ka khushboo luta gay’aa
chandni maiN hum se na ghaR peR raha gay’aa
itni se baat peR mujhaY pagal kaha gay’aa
ye koN shaab ko meRay khayalon maiN aa gay’aa
bujhtey huweY chiraag ki kuch loo brha gay’aa
pichlaY pahaR ka chand be kitna udaas tha
sahil pe meray saath wo chalta chala gay’aa
sahil pe us ka naam abhi likh raha tha maiN
phiR ye huwa k aa’k samandaR mita gay’aa
kal shab ko aik chaand meray hum rukaab tha
shaa’ed maiN chandni maiN nahata chala gay’aa
Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa
*Originally posted by Paglee: *
[thumb=B]deepsunsm.JPG[/thumb]
kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa
haR haRaf meRay shaeR ka khushboo luta gay’aa
chandni maiN hum se na ghaR peR raha gay’aa
itni se baat peR mujhaY pagal kaha gay’aa
ye shaab ko meRay khayalon maiN aa gay’aa
bujhtey huweY chiraag ki kuch loo brha gay’aa
pichlaY pahaR ka chand be kitna udaas tha
sahil pe meray saath wo chalta chala gay’aa
sahil pe us ka naam abhi likh raha tha maiN
phiR ye huwa k aa’k samandaR mita gay’aa
kal shab ko aik chaan meray hum rukaab tha
shaa’ed maiN chandni maiN nahata chala gay’aa
Very nice Paglee :k:
Eik eik chair bohat khoobsoorat hai…
Waisay by the way hum kab saath chalay thay saahil per…
*pichlaY pahaR ka chand be kitna udaas tha
sahil pe meray saath wo chalta chala gay’aa
sahil pe us ka naam abhi likh raha tha maiN
phiR ye huwa k aa’k samandaR mita gay’aa*
bohat khoob :k:
Paglee
June 1, 2003, 12:06am
4
Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa
g paglee always nice thanks baar baar kahnay ka
kab sath chalay thay bhool gaye kia
ahh itni jaldi yaad nahi aj dopahar main sirf chand sath nahi tha kalay kalay badal they sath main
Re: Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa
*Originally posted by Paglee: *
g paglee always nice thanks baar baar kahnay ka
kab sath chalay thay bhool gaye kia
ahh itni jaldi yaad nahi aj dopahar main sirf chand sath nahi tha kalay kalay badal they sath main
Jee yaad aaaya, Chaand nahee tha, abbu nay bula liya tha
Azad
June 1, 2003, 6:34am
9
chandni maiN hum se na ghaR peR raha gay'aa
Wah
Re: kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa
[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *
[thumb=B]deepsunsm.JPG[/thumb]
kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa
haR haRaf meRay shaeR ka khushboo luta gay'aa
chandni maiN hum se na ghaR peR raha gay'aa
itni se baat peR mujhaY pagal kaha gay'aa
ye shaab ko meRay khayalon maiN aa gay'aa
bujhtey huweY chiraag ki kuch loo brha gay'aa
pichlaY pahaR ka chand be kitna udaas tha
sahil pe meray saath wo chalta chala gay'aa
sahil pe us ka naam abhi likh raha tha maiN
phiR ye huwa k aa'k samandaR mita gay'aa
kal shab ko aik chaan meray hum rukaab tha
shaa'ed maiN chandni maiN nahata chala gay'aa
[/QUOTE]
Buhat hee aala.....kis ka naam samandar mita gaya?;)
ye koN shaab ko meRay khayalon maiN aa gay'aa
bujhtey huweY chiraag ki kuch loo brha gay'aa....
kia kahnay.... bhut khoob
Paglee
June 3, 2003, 8:27pm
14
Re: Re: kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
[/QUOTE]
Ahhh Wg ye zalim samaj abu hai na ;)
Paglee
June 3, 2003, 8:32pm
18
Re: Re: kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Buhat hee aala.....kis ka naam samandar mita gaya?;)
[/QUOTE]
thanks capo...hmmmm do i ahve to mention ..;)
wohi jo sat samandar paar rahta..:p
Azad
June 3, 2003, 8:59pm
20
Re: Re: Re: kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa
[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *
thanks capo...hmmmm do i ahve to mention ..;)
wohi jo sat samandar paar ** Jo Azad ** rahta. hay.:p
[/QUOTE]
humm