kis ka ye aa'kas meRi gazal maiN samaa gay'aa

Re: Re: Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa

hmm ye ap itnay Azad kab se huwey k apnay naam k qoute hamarey naam se jaldi boliey warna:bailan: :smash:

Re: Re: Re: Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa

warna aap khana nahi khao gi :konfused: .. yeh to oor bhi acha hay humain waisay bhi aaj bhook bohut lagi hay :wink: … Bowa Jee khana lagain jaldi say Paglee aaj Allah mian kay haan mehamaan hain :smiley:

khoob khoob khain aaj to
Mazay hum urrain aaj to
…hmm humm hon hon hon
… lalala alla la lala
humm humm …

chandni maiN hum se na ghaR peR raha gay'aa
itni se baat peR mujhaY pagal kaha gay'aa

Wah Kia Baat Hay... Paglee Gi Gr8 :biggthumb

Same Here, Humsay Baarish maiN ghar NaheeN Betha Jaata AND.. HamaiN bhi Paagal Kaha Jaata hay...:(

------Same Here, Humsay Baarish maiN ghar NaheeN Betha Jaata AND.. HamaiN bhi Paagal Kaha Jaata hay.-----

line marnay ki practice :konfused:

Re: Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa

:blush:

Re: Re: Re: Re: kis ka ye aa’kas meRi gazal maiN samaa gay’aa

:stuck_out_tongue:

acha tareeqa hia but daal nahi galnay wali..:stuck_out_tongue:

Golden_Scorpion practice kar rahay hain … achi oor masoom koshish hay, good keep it up :k: … to bhai GS aap thorra Soda dal dain .. Paglee ki daal gal jay gii, aanch halki rakhain jalnay na pay :wink: aap jaisay chahain waisay khain … humari mano to tarrka lagi dal ka maza hi kuch oor hota hay … :smiley:

ap bata saktey konsay restuarant main kaam kartey ..