Kidher ko jaaain

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Shaayad yeh waqt hum say koi chaal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi rangoan main chul gaya

[/quote]

waqt to guzaraa magar kuchh is tarah
ham charaaGo.n kii tarah jalate rahe

**

[quote]
Originally posted by Azam#1:
** **
Muntazir jinkay ham rahay onko ..
milgai aur hamsafar shayad ..

jo bhee bichray hain kab milay hain janO ..
phir bhe tou intezaar kar shayad ..

**
[/quote]

raat bhar diidaa-e-Gam-naak me.n laharaate rahe
saa.Ns kii tarah se aap aate rahe, jaate rahe **

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

raat dil jis ki yaad maiN taRpa
maiN usay sham taak a janta tha
subha jab wo kahiN mila muj ko
wo meR naam taak na janta tha

[/quote]

zaKhm jo aap kii inaayat hai is nishaanii ko kyaa naam de ham
pyaar diivaar ban ke rah gayaa hai is kahaanii ko kyaa naam de ham
**

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

ye rishta-e-khalos hai tootay gha kis tarha
roohooN ko choo sakaY haiN bhala kab kisi k hath

[/quote]

Gam har haalat me.n mohalik hai apanaa ho yaa aur kisii kaa
ronaa dhonaa, jii ko jalaanaa yuu.N bhii hamaaraa, yuu.N bhii hamaaraa
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Shukreya ~Sehar~…
it means kay Mod bhi hammari posts ko purtay hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

dard ke phuul bhi khilate haiN bikhar jaate haiN
zaKhm kaise bhi hoN kuch roz meiN bhar jaate haiN

raastaa roke khaRi hai yahi uljhan kab se
koi puchhe to kahiN kya ki kidhar jaate haiN

[/quote]

inhii.n Khush_gumaaniyo.n me.n kahii.n jaa.N se bhii na jaao
vo jo chaaraagar nahii.n hai use zaKhm kyuu.N dhikhaao

ye udaasiyo.n ke mausam kahii.n raayegaa.N na jaaye.N
kisii zaKhm ko kuredo kisii dard ko jagaao
**

raat kaa anjaam bhii maaluum hai mujh ko ‘Suroor’
laakh apanii had se guzare taa-sahar jaayegii raat


aap ko nahi pata

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
** waqt to guzaraa magar kuchh is tarah
ham charaaGo.n kii tarah jalate rahe

**

**
[/quote]

Saif andaz-e-beyaa'N rang badalta hai
waRna dunia maiN koi baat naye nahi hai


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
inhiN Khush_gumaniyoN meiN kahiN jaaN se bhi na jaao
vo jo chaaraagar nahiN hai use zaKhm kyuuN dhikhaao

ye udaasiyoN ke mausam kahiN raayegaaN na jaayeN
kisii zaKhm ko kuredo kisii dard ko jagaao


[/quote]

kuch dukhtey khawab sajaieY huwey kuch chubti yaadaiN basa'eY
maiN reZa reZa bikhaR gaya koi dekhnaY wala hai k nahiN


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

kuch dukhtey khawab sajaieY huwey kuch chubti yaadaiN basa'eY
maiN reZa reZa bikhaR gaya koi dekhnaY wala hai k nahiN

**
[/quote]

parhta tha main namaaz samajh kar issay faraaz
phir yoon hua kay mujh say qaza ho gaya wo shakhs

hi yeh andaz-e-bayan

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif

Raat ko sotey huey tujhe sochta hoon
Subah hotey hee phir tera khyaal aata hae1

[quote]
Originally posted by Capricorn:

**

parhta tha main namaaz samajh kar issay faraaz
phir yoon hua kay mujh say qaza ho gaya wo shakhs

**
[/quote]

namaz qaZaa ho jati
appp qaZaa nahi hotey


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

namaz qaZaa ho jati
appp qaZaa nahi hotey

**
[/quote]

aankh sey aansoo tapak parey to
ho jaey ga jal thal jal thal

[quote]
Originally posted by Capricorn:

** aankh sey aansoo tapak parey to
ho jaey ga jal thal jal thal

**
[/quote]

hayratooN k silslaY sooz-e-nehaN taak a gaye
hum nazaR taak chahtey thay tum tu jaaN taak a gaye


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

hayratooN k silslaY sooz-e-nehaN taak a gaye
hum nazaR taak chahtey thay tum tu jaaN taak a gaye

**
[/quote]

ye zuu'am tha k kon-o-makaN dastras main hain
ankahi khuli tu zaat ki manzil be taay na thei

[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
**

kuch dukhtey khawab sajaieY huwey kuch chubti yaadaiN basa'eY
maiN reZa reZa bikhaR gaya koi dekhnaY wala hai k nahiN

**
[/quote]

parhta tha main namaaz samajh kar issay faraaz
phir yoon hua kay mujh say qaza ho gaya wo shakhs

**
[/QUOTE]

kisi bewafa ke kha'tir ye janoo'N faraz kub tak
jo tumhay bhula chuka hai isay tum bhi bhool jaoO

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

namaz qaZaa ho jati
appp qaZaa nahi hotey

**
[/quote]

har baat jantay huway dil manta na thA
hum jane atbaar ke kis marhalay maiN thay

[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
**

hayratooN k silslaY sooz-e-nehaN taak a gaye
hum nazaR taak chahtey thay tum tu jaaN taak a gaye

**
[/quote]

ye zuu'am tha k kon-o-makaN dastras main hain
ankahi khuli tu zaat ki manzil be taay na thei

**
[/QUOTE]

apni gali maiN apna hi ghar dhondtay haiN logh
amjad ye kon shahr ka naqsha badal gyA

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

** har baat jantay huway dil manta na thA
hum jane atbaar ke kis marhalay maiN thay

**
[/quote]

thahRa hai wohi lamha meRi zeest ka hasil
jo lamha teRi yaad s emansoob huwa hai


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

**

apni gali maiN apna hi ghar dhondtay haiN logh
amjad ye kon shahr ka naqsha badal gyA

**
[/quote]

ankhiN masroof ho jati haiN bhula daitey haiN log
dooR bohat dooR niqaltey haiN manzlaiN ganwa daiteY haiN log
dast-e-talab utha k mangteY haiN mohabat khuda se
jo ho dastRas maiN tu khud he ganwa daitey haiN log


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~