kabhii kisii ajanabii nagar me.n
kisii akele udaas ghar me.n
parii_ruKho.n kii hasii.n sabhaaye.n
ko_ii bahaar-e-gurez paaye.n
kabhii sar-e-rah sar-e-kuu
kabhii pas-e-dar kabhii lab-e-juu
mujhe milii hai.n vahii nigaahe.n
jo ek lamhe kii dostii me.n
hazaar baato.n ko kahanaa chaahe.n
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited April 16, 2002).]
Nice One.
**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !
Originally posted by Amjad Chohan:
**
kabhii kisii ajanabii nagar me.n
kisii akele udaas ghar me.n
parii_ruKho.n kii hasii.n sabhaaye.n
ko_ii bahaar-e-gurez paaye.n
kabhii sar-e-rah sar-e-kuu
kabhii pas-e-dar kabhii lab-e-juu
mujhe milii hai.n vahii nigaahe.n
jo ek lamhe kii dostii me.n
hazaar baato.n ko kahanaa chaahe.n
**
Very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Thanx for sharing
Life is like a piano — what you get out of it,
Depends on how you play it.
Originally posted by Amjad Chohan:
**
kabhii kisii ajanabii nagar me.n
kisii akele udaas ghar me.n
parii_ruKho.n kii hasii.n sabhaaye.n
ko_ii bahaar-e-gurez paaye.n
kabhii sar-e-rah sar-e-kuu
kabhii pas-e-dar kabhii lab-e-juu
mujhe milii hai.n vahii nigaahe.n
jo ek lamhe kii dostii me.n
hazaar baato.n ko kahanaa chaahe.n
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited April 16, 2002).]**
… ek hi lamhe mein purii ki purii duniyaa samaytnaa chaahhatay hein ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
To see a world in a grain of sand
And heaven in a wild flower
Hold affinity in the palm of your hand
And eternity in an hour
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
kabi sar-e-rah sar-e-kuu
kabi pas-e-dar kabi lab-e-juu
mujhe mili haiN vahi nigaaheiN
jo ek lamhe kii dostii me.n
hazar batoN ko kahanaa chaheN
**
[/quote]
dil ki baat chupanay walooN aag se kab taak khelo gaye
kaho suno kuch baat karo ye dunia aakhir fani hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
dil ki baat chupanay walooN aag se kab taak khelo gaye
kaho suno kuch baat karo ye dunia aakhir fani hai
**
[/quote]
woh mazaa kahan vasl-e-yaar mein
lutf jo milaa intazaar mein
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
woh mazaa kahan vasl-e-yaar mein
lutf jo milaa intazaar mein
**
[/quote]
kaRta hai koN waqat k sehRa maiN intzaaR
jhooti tasaliooN k samandaR maiN doob ja
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
**
dil ki baat chupanay walooN aag se kab taak khelo gaye
kaho suno kuch baat karo ye dunia aakhir fani hai
**
[/quote]
woh mazaa kahan vasl-e-yaar mein
lutf jo milaa intazaar mein
**
[/QUOTE]
MaiN yuN hi guzaar deta shab-e-gham sambhal sambhal kar
tumheN kya mila bataa do meri zindagi badal ke
baDe be-wafa haiN aaNsu sar-e-bazm aaj chalke
meri aarzu ko loota meri chashm-e-nam meiN pal ke
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
**kaRta hai koN waqat k sehRa maiN intzaaR
jhooti tasaliooN k samandaR maiN doob ja
**
[/quote]
soda hai ummr bhar ka koi khail to nahi
aae chashmay yaar! mujh ko zara sochne to day
[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
**
**
[/quote]
woh mazaa kahan vasl-e-yaar mein
lutf jo milaa intazaar mein
**
[/QUOTE]
ye na thi hamari qismat ke wisale yaar hota
kuch aur zinda rahtay yehi intazar hota
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
**
**
soda hai ummr bhar ka koi khail to nahi
aae chashmay yaar! mujh ko zara sochne to day
[/quote]
auR be gham hain zamaane meN mohabat ke siva
rahteiN auR be hain vasl ki raahat ke sivaa
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** MaiN yuN hi guzaar deta shab-e-gham sambhal sambhal kar
tumheN kya mila bataa do meri zindagi badal ke
baDe be-wafa haiN aaNsu sar-e-bazm aaj chalke
meri aarzu ko loota meri chashm-e-nam meiN pal ke
**
[/quote]
saaNso meiN bhi shaamil ho lahu meiN be rawaaN ho
lekin mere haathoN ki lakeeroN mein kahaaN ho
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
saaNso meiN bhi shaamil ho lahu meiN be rawaaN ho
lekin mere haathoN ki lakeeroN mein kahaaN ho
**
[/quote]
ulfat kaa jab kisii ne liyaa naam ro pa.De
apanii vafaa kaa soch ke a.njaam ro pa.De
har shaam ye savaal muhabbat se kyaa milaa
har shaam ye javaab ke har shaam ro pa.De
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
** ulfat kaa jab kisii ne liyaa naam ro pa.De
apanii vafaa kaa soch ke a.njaam ro pa.De
har shaam ye savaal muhabbat se kyaa milaa
har shaam ye javaab ke har shaam ro pa.De
**
[/quote]
meraY paas se guzaR gaye meRa haal taak na pocha
maiN ye kesaY maan looN k ap dooR ja k roeY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
meraY paas se guzaR gaye meRa haal taak na pocha
maiN ye kesaY maan looN k ap dooR ja k roeY
**
[/quote]
mere sarkash taraane sun ke duniyaa ye samajhtee hai
ke shaayad mere dil ko ishq ke nagHmoN se nafrat hai
magHar ae kaash dekheN vo meree pursoz raatoN ko
main jab taaroN pe nazreN gaaDkar aaNsoo bahaataa hooN
[quote]
Originally posted by chand_chehra:
**
[QUOTE]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
**
**
[/quote]
woh mazaa kahan vasl-e-yaar mein
lutf jo milaa intazaar mein
**
[/QUOTE]
ye na thi hamari qismat ke wisale yaar hota
kuch aur zinda rahtay yehi intazar hota
**
[/QUOTE]
Hue mar ke jo hum ruswa
hue kioon na gharq-e-darya
na kabhee janaza uthta
na kaheen mazar hota!
Kash ke hum ne is pay amal kia hota
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif
Apne saaye se bhi ashkon ko chupaa ke rona
Jab bhi rona ho charaagon ko bujha ke rona
Khuun me.n lat-pat ho gaye saaye bhii ashjaar ke
kitane gehare vaar the Khushbuu kii talvaar ke
ik lambii chup ke sivaa bastii me.n kyaa rah gayaa
kab se ham par band hai.n daravaaze izhaar ke
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
ik lambii chup ke sivaa bastii me.n kyaa rah gayaa
kab se ham par band hai.n daravaaze izhaar ke**
[/quote]
Woh bhi kiya din thay ke pal main kar dia kartay thay hum
Umr bhar kee chahatain har aik harjaee k naam