Kidher ko jaaain

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

** Khuun meiN lat-pat ho gaye saaye be ashjaar ke
kitane gehare vaar the Khushbuu ki talvaar ke

ik lambi chup ke sivaa basti meiN kyaa rah gayaa
kab se ham par band haiN daravaaze izhaar ke**
[/quote]

jisaY mumkiN na tha taskheeR karteY
usay kia paa'OoN ki zanjeeR kartaY
hajoom-e-khawab se bhojal thei ankhaiN
so kis kis khawab ki taa'beeR karteY


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by Capricorn:

**
Woh bhi kiya din thay ke pal main kar dia kartay thay hum
Umr bhar kee chahatain har aik harjaee k naam **
[/quote]

shaher-e-ahsas maiN pathra'Oo bohat hia Cap
dil k sheeshaY ko jharookoN maiN sajaia na kaRo


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

*auR be gham hain zamaane meN mohabat ke siva
rahteiN auR be hain vasl ki raahat ke sivaa

**
[/quote]

ye tumhari talkh nawaiyaN koi aur sah kar dekha to day
ye jo hum maiN tum main nibha hai mere hoslay ka kamaaL hai

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

*jisaY mumkiN na tha taskheeR karteY
usay kia paa'OoN ki zanjeeR kartaY
hajoom-e-khawab se bhojal thei ankhaiN
so kis kis khawab ki taa'beeR karteY

**
[/quote]

Mujhe jo bhi dushman-e-jaaN mila wohi pukhta kaar-e-jafa mila
na kisi ki zarab ghalat paDi na kisi ka waar khata hua
mujhe ham-safar bhi mila koi to sitam zareef meri tarha
kaheeN manziloN ka thaka hua kaheeN raastoN ka luta hua

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
**

*ye tumhari talkh nawaiyaN koi aur sah kar dekha to day
ye jo hum maiN tum main nibha hai mere hoslay ka kamaaL hai

**
[/quote]

qurbatooN mein bhi juda'ee ke zamaanay maaNge
dil wo be-mehr keh roonay ke bahaanay maaNge

hum na hotay to kisi aur ke churchay hotay
khuqat-e shehr tau kehnay ko fusaanay maaNge


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Mujhe jo bhi dushman-e-jaaN mila wohi pukhta kaar-e-jafa mila
na kisi ki zarab ghalat paDi na kisi ka waar khata hua
mujhe ham-safar bhi mila koi to sitam zareef meri tarha
kaheeN manziloN ka thaka hua kaheeN raastoN ka luta hua

**
[/quote]

kaun aata hai magar aas laga'ay rukhna
umr bhar dard ki shuma'on ko jala'ay rukhna

dost pursish peh mosr aur hamara shaiwa
apne ahwaal ko khudh se bhi chupa'ay rukhna


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Buhat Achay Chohan Jii

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Meiji

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

kaun aata hai magar aas laga'ay rukhna
umr bhar dard ki shuma'on ko jala'ay rukhna

dost pursish peh mosr aur hamara shaiwa
apne ahwaal ko khudh se bhi chupa'ay rukhna
**
[/quote]

dard jab terii ataa hai to gilaa kis se kare.n
hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se kare.n

mai.n safar me.n huu.N mere saath judaa_ii terii
ham-safar Gam hai to phir teraa pataa kis se kare.n

ab sitam se bhii baaz aaye vo
intehaa-e-sitam ho ga_ii

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**

dard jab terii ataa hai to gilaa kis se kare.n
hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se kare.n

mai.n safar me.n huu.N mere saath judaa_ii terii
ham-safar Gam hai to phir teraa pataa kis se kare.n **
[/quote]

Shaayad yeh waqt hum say koi chaal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi rangoan main chul gaya

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

kaun aata hai magar aas laga'ay rukhna
umr bhar dard ki shuma'on ko jala'ay rukhna

dost pursish peh mosr aur hamara shaiwa
apne ahwaal ko khudh se bhi chupa'ay rukhna

**
[/quote]

phool to phool hain is doray hawas maiN janO
logh to kantoN ko bhi chun latay hain wiranooN main

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

kaun aata hai magar aas laga'ay rukhna
umr bhar dard ki shuma'on ko jala'ay rukhna

dost pursish peh mosr aur hamara shaiwa
apne ahwaal ko khudh se bhi chupa'ay rukhna

**
[/quote]

**
Muntazir jinkay ham rahay onko ..
milgai aur hamsafar shayad ..

jo bhee bichray hain kab milay hain janO ..
phir bhe tou intezaar kar shayad ..

**


I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you' ve ran out of room.

[quote]
Originally posted by Azam#1:

**
Muntazir jinkay ham rahay onko ..
milgai aur hamsafar shayad ..

jo bhee bichray hain kab milay hain janO ..
phir bhe tou intezaar kar shayad ..

**

**
[/quote]

raat dil jis ki yaad maiN taRpa
maiN usay sham taak a janta tha
subha jab wo kahiN mila muj ko
wo meR naam taak na janta tha


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Very nice Amjad ji. Everyone else had good jawabi shairs too :)

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Shaayad yeh waqt hum say koi chaal chal gaya
Rishta wafa ka aur hi rangoan main chul gaya

**
[/quote]

ye rishta-e-khalos hai tootay gha kis tarha
roohooN ko choo sakaY haiN bhala kab kisi k hath


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

** phool to phool hain is doray hawas maiN janO
logh to kantoN ko bhi chun latay hain wiranooN main

**
[/quote]

rah-e-talab maiN jazba kamil ho jis k sath
khud us ko dhoondh laiti hai manzil kabi kabi


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

copyy cat

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

ye rishta-e-khalos hai tootay gha kis tarha
roohooN ko choo sakaY haiN bhala kab kisi k hath
**
[/quote]

Aek wisaal ki baarish sey wo saarey shikwey dho de ga
yaani merey saath lipatt ke, kuch naa kahey ga, ro dey ga

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

bhai ap ke eye ko kya huwa ??

Aaghaaz to hota hai anjaam nahein hota
jab meri kahaani mein woh naam nahein hota

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**dard jab teri ata hai to gila kis se kareN
hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se kareN

maiN safar meiN huuN mere saath judai terii
ham-safar Gam hai to phir tera pata kis se kareN **
[/quote]

dard ke phuul bhi khilate haiN bikhar jaate haiN
zaKhm kaise bhi hoN kuch roz meiN bhar jaate haiN

raastaa roke khaRi hai yahi uljhan kab se
koi puchhe to kahiN kya ki kidhar jaate haiN


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~