Koyal
August 29, 2005, 2:33am
1
BV ko payarey honay ja rahya …LOGO sab muabark baad kahiey hamarey ULU ji b ab ghar walay honay lagay
bohat bohat mubarak ko IN ki BHI mangni ho gaye and in ki mangater yani k fiance MashAllah se bohat payari hia…Rub us k naseeb achay karey aik ullu se wasta par gaya por thing:p
[thumb=H]congrat714081_7142060.JPG[/thumb]
[thumb=H]engage60514081_6506349.JPG[/thumb]
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
kogratz buddy have a good married life
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
Bohat Bohat Mubarak, Ullu aur she Ullu dono ko :p
AQ
August 29, 2005, 2:45am
4
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
kon ullu hai jo uss say shaadi karnaa chaa rahi hai
j/k
He is a good friend and I wish him best of his life
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
anwar bhaiiiiiiiiii ullu tu hum khud hain vo tu humri Ullii shareef hain
ps: thanks
Jaan Lewaa Thanks Jan bhai
WiseGuy thankssss wisee bhai She ullu co wish karnay ke
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
Koi baat nahee yeh tu hamara farz hai.
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
koyallllllll biwi co pyara hona to har mard ke kismat main likha hai. aur kismat ka likha kun tall sakta hai
ps: thanks for the well wishes
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
shukar hai faraz sirf wish karnay tak he hai. ager aggay kuch hota tu hum tu muft main maray jattay na
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
u kum kum
Koyal
August 29, 2005, 2:57am
10
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
sum more cards for u
[thumb=H]engagement_0714081_4720494.JPG[/thumb]
tu Koyal ko payarey ho jatey na:D :p
[thumb=H]engagement_0314081_9069749.JPG[/thumb]
[thumb=H]engagement_0214081_9064710.JPG[/thumb]
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
AQ
August 29, 2005, 2:58am
12
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
koyal: kuch card hamaaraY liye bhee bachaa kar rakh lenaa. kiya pataa kub zaroorat paR jaaYe.
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
jaan bhai. i am not kum kum :halo: kum kum to BaBra Shareef ke beti hai na
danial
August 29, 2005, 2:59am
14
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
congratz dude.
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
hain??? kuch palay nahi pari
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
Koyal pyara ho jatta to har waqat asmanon main he urta rehta ap kay pechay
ps: hum jisay pyara hoya hain vo he kafi hai humray lieya
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
Koyal kee cards kee dukaan hai kia?
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
lagta hai ap STAR PLUS channel nahin dekhtay
ps: kum kum aik shonii se kuri ka naam hai
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
Thanks danial
danial
August 29, 2005, 3:04am
20
Re: kia zamana a gaya ab ullu g be
ullujii:
Thanks danial
no problem dude, all married men will tell you the same thing
runnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn