kia zamana a gaya ab ullu g be

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

:open_mouth: hain ? kider say runn karin :halo:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

huh? Mujhay jhoot bola gaya kya? Mujhe tu batya tha aglay mahenay hai mangni is mahenay he ker li?:eek:
Anyhow…
I’m very glad to hear you’re engaged :slight_smile:
Bohut bohut Mubarak ho sharmilay ullu
:hula::hula::hula:
May Allah swt bless you two with a long and a happy life together :slight_smile:

[thumb=H]enga03a17366_4139485.JPG[/thumb]

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

Anwar bhai.. humray sab cards app rakh lo :slight_smile:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

nahi dekhta, uss ka kuch naam pata bata saktay hai;)

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

Kinoo vo keya hai na keh mujay baray zoor ke engagement ayee hoi the. to socha abi kar loon . kahin nikal na jay :rotfl:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

:expressionless: ap kab kis ko payarey honay ja rahya
:teary3: GS k sarey munday payarey ho rahy kisi na ksi ko

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

kyun becharay India waloon co khuwar kartay ho yarr :stuck_out_tongue: aik he tu kum kum aunti hai un kay pass :wink:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

I’m not laughing:mad:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

Koyallllll fiqar not karing…abi 3 options har aik pass baqi hain :wink:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

ankhin band kar k ulu ki tarah bethnay se bahter hia na koyal k sath nagri nagri ghoomtey :hoonh:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

:nono:
koyal ko # 3 nahi banana :hoonh:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

Kinoo kay pait main gudgudii karing… kinoo hunsoo na :slight_smile:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

acha to phir 2 kay baray main keya khayal hai :smiley:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

mujhay denge n tou zaida hongi na :wink: :smiley:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

:rolleyes: nahi

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

Mujhay nahi hoti gudgudii :snooty:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

haan phallay main DATE maar lon phir ap co beh don ga :smiley:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

tu phir…:halo:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

mari khater jhoot moot ka he huns lo :frowning:

Re: kia zamana a gaya ab ullu g be

phir me sonay ja rehi

bye shy