**Kia Mila Mohabbat Say…?
Khuwab ki Musaafat Say…!!
Wasal Ki Tamazat Say…!!!
Roz-O-Shab Riya’zat Say …!!!
Kia Mila Mohabbat Say..!!??
Aik Hijr Ka Sehra..!!
Aik Shaam Yadoon Ki…!!!
Ek Thaka Howa Ansoo!!!
(Noshi Gilani)**
**Kia Mila Mohabbat Say…?
Khuwab ki Musaafat Say…!!
Wasal Ki Tamazat Say…!!!
Roz-O-Shab Riya’zat Say …!!!
Kia Mila Mohabbat Say..!!??
Aik Hijr Ka Sehra..!!
Aik Shaam Yadoon Ki…!!!
Ek Thaka Howa Ansoo!!!
(Noshi Gilani)**
Re: Kia Mila Mohabbat Say......?
aansoo jama kar ke glass bhar lein :P
Re: Kia Mila Mohabbat Say......?
aansoo jama kar ke glass bhar lein :P
Us k baad........?
Pori recipe bata`ayn
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
uss ke baad depend karta hai kiya banana hai ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
to bata hi dyn kia bana`na chah rahi hyn aap?
Re: Kia Mila Mohabbat Say......?
Recipe aap k naam sy PUBLISH ki ja`ay gi
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
mein to kuch b nai banana chah rahi ![]()
mujhay mazeed famous nai hona ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
famous na sahi…
Adhori recipe to mukammal kryn
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
namak walay paani mein soondiyan daal ke pakaein ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
Thaka hua aansoon kyon? Aanson tou behte behte nai thakta:no:
Re: Kia Mila Mohabbat Say......?
kuch lene ke liay thori mohabat thora hi ki jaati hi
apny bas me thora hota hi kisi se mohabat kerna:(
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
aaj kul wali mohabbat soch samajh ke he kee jaati hai ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
Bank balance dekh kar ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
taaleem , bank balance , property etc ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
me ne shadi soch samaj ke ki thi:cb:
mohabat to khod ba khod ho jati gi DENGUE ki tarah:(
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
han g
chalo batao aik lipstick kitne ki aati
apni tankhah se khared ke di hue lipstick me biwi khon pini wali
churail lagti hi:D
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
awwww ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
be practical LP
mohabbat orr shadi ka aapas me koe link nahi:emmy:
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
but you just said shadi ke baad mohabbat ho jaati hai ![]()
Re: Kia Mila Mohabbat Say…?
![]()
vo to kabhi bhi kissi se bhi ho sakti hi ![]()