Re: Kia Hamai'n Zalemeen, Kazebeen or Munafeqeen Par Lanat Bhaijni Chahiay?
fidvi ka dia hooa sabqa jawab jo keh is hi sawal par paish kia gaya.
ham Shian-e-Haider-e-Karrar a.s., (asna ashari) kay nazdeek hazrat abubakar, hazrat umar, hazrat usman, hazrat khalid bin waleed, hazrat aysha waghair'ham ka bilkul wohi moqam hay jo ahl-e-sunnah wal jamaat kay nazdeek Hazoor s.a.w.a.w., kay walidain or Chacha Hazrat Abu Talib a.s., ka hay.
jab keh yeh baat jaan'nay kay liay aap ko kisi say kuch bhi poochnay ki zaroorat nahee'n honi chahiay keh ahl-e-sunnah wal jamaat Aap s.a.w.a.w., kay walidain or chacha Hazrat Abu Talib a.s., ko (naoozobillah) jahannumi qarar daiti hay.
fidvi nay aap ko jawab dia keh ham shia un logo'n ko bilkul us hi moqam par samajhtay hai'n jis moqam par Ahl-e-sunnat wal jamat Hazoor s.a.w.a.w., kay walidain or chacha Hazrat Abu Talib a.s., ko samajhti hay.
yani ham un ko jahannumi hi samajhtay hai'n.
mazeed yeh keh ham shiaan-e-Haider-e-Karrar a.s., kay eeman kay mutabiq koi "ahl-e-eeman" ya koi sahabi jahannum mai'n dakhil nahee'n ho sakta.
or fidvi kay iss bayan par ab aap chahai'n to "kufr ka fatwa" jari kar saktay hai'n magar iss qisam kay fatway kay istamal say pehlay iss baat ko sabit karna aap kay zimmay hay keh sahabah par eeman "musallemaat-e-deen" yaani "zarooriat-e-deen" ya "wajibat-e-deen" mai'n say hay....
Kia Hamai'n Zalemeen, Kazebeen or Munafeqeen Par Lanat Bhaijni Chahiay?
yess / no ??????
App unhay Sahabi Samjhtay haiN yes / no?
eak simple yes or no likhnay key tu jurat hay nahi app maiN ya app nay ham mazhabooN maiN... pata nahi kyoN???