Kia Hamai'n Zalemeen, Kazebeen or Munafeqeen Par Lanat Bhaijni Chahiay?

Re: Kia Hamai'n Zalemeen, Kazebeen or Munafeqeen Par Lanat Bhaijni Chahiay?

Ayee dekhtay haiN kay yeh yahaaN nadeem ziadi kay dawa kay unhooN nay do martaba jawab diya hay Mazkora sahaba kay baray maiN..

Pehla jawab yeh tha, although maiN nay inhay yes/no key option dee thee per like all shia, inhooN nay baat kaheeN say kaheeN puhancha dee...mulahiza ho in ka post kerda reply....

**
[quote]
1) ham Shian-e-Haider-e-Karrar a.s., (asna ashari) kay nazdeek hazrat abubakar, hazrat umar, hazrat usman, hazrat khalid bin waleed, hazrat aysha waghair'ham ka bilkul wohi moqam hay jo ahl-e-sunnah wal jamaat kay nazdeek Hazoor s.a.w.a.w., kay walidain or Chacha Hazrat Abu Talib a.s., ka hay.
[/quote]
**

ab in key dosri posts mulahiza hooN

Post # 33, 34 maiN iss baray maiN siray ko baat key hi nahi gayee

Post # 35 maiN hazrat farmatay haiN

[quote]
agar woh sahabah kay darjay par hotee'n to aap log Mohammad-o-Aal-e-Mohammad a.s., par darood bhaijtay hooay jab "na haq" kuch logo'n ko darood mai'n shamil kartay hai'n to "wa as'haabehee" kay baad "wa azwajehee" kehnay ki aap ko zaroorat paish naa aati.waisay sorry to say keh aap ka yeh sawal kuch bay waqoofana qisam ka hay. aap ka deen un ko azwaj-e-mutahraat mai'n shumar karta hay, sahabah main to un ka shumar ho hi nahee'n sakta.
[/quote]

Yahaan per Sirf Hazrat Ayesha (RZA) kay baray maiN baat key gayee, woh bhi gol mol andaaz maiN and end maiN yeh farmaya mr. nadeem ziadi nay

[quote]
baqi Insha Allah baad mai'n daikhtay hai'n keh sahabi kon, munafiq kon?
[/quote]
ab in kay above farmodaat key roshni maiN eak baat tu wazaah kay kay post #35 tak inhooN nay koy wazah jawab nahi diya

ab iss per mosoof ka kehna kay do dafa jawab day chukay haiN... inhay kya sabit kerta hay yeh yehi janaiN...