~**~ Khushkhabari for Rabika ~**~

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

:smack: kaisi fuzool thread kholi hai sannan nay …koi aur kaam nahi kya tumhain ? :emmy:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

Lakin unho ne chawlain mar ke bhe kr di :omg: :omg:

P.S Dont get Serious :emmy:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

:salute:

haan hay aik aur kaam , woh daikho :sannan:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

rabika apney matric kis grade sey pass kiya hai :P

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

Bataya to hay E+ grade say :barbie:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

is grade sey adm mil jaeyga college mai :konfused:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

han muje b mil gaya tha ...................xp

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

rabika ko kuch mat kahna…:smilestar:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

challo tumhain kah daitay hain phir :sannan:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

kyun rabika ko kch kyun nai kehsaktey: :hmmm:

lolzz

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

:hugz:

kia pata sannan hi ki di hui tuitions ki wajah se aesa grade aya hey mera :hoonh:

:teary1:

cuz humaray barey mey sirf acha kaha ja sakta hey bura nahin:snooty:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

kyun apkey barey mai sirf acha he kyun kaha jasakta hai :hmmm: :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

jo log achay hotay hain unkay baray main sirf acha hi kaha jaa sakta hai :)

Re: ~~ Khushkhabari for Rabika ~~

acha tou mere barey mai b acha he kaha jaskta hai sirf iska matbal :P