Dostoon,
Hamari aik buhat puurrrrrrani member Rabika kafiIIIII din baa’d achanuk Cafe mein warid ho chuki hain.
Unn key absence key aik kahs wajah mujhay pata lagi hay:wink:
kah
Rabika nay Matric ka exam clear kar lia hay ![]()
Aur different colleges mein admission kay liye aaply kar rahi hay ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
![]()
![]()
kia aweeen ki afwaahein ura rahey ho tum hein???![]()
![]()
![]()
beemar theee mey
aur kiaaaa:hoonh:
ps. matric clear kiyeh zamana hogaya hey mujhey
tum abhi mubarak baad de rahey ho:@:
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Afwahoon mein koi nah koi sadaqat zaroor hoti hay ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
^astaghfirullah! hud hey:hoonh: tumhari jesi beemaariaan nahin lagteen hein mujh ko acha:hoonh:![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
acha phir theek hay
…
waisay MashaAlalh tum nay hathora utah lia hay iss ka matlub hay recovery ho rahi hay
…
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
haaan
ab to lagta hey tumharey liyeh hathora hi thaamney rehna parey ga mujhey jahan ongi bongi fazool ki baatein boli waheen pey 2 lagado ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
kya hua tha rabi tum ko???
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
kia hua hey poocho
eye infection jo theek hi nai hora
headache
backache
…abhi Alhumdullillah m better…pc itna door rahka hua hey mujh se bus keyboard merey paas
is liyeh m on GS ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
eye infection
aur pc pe bethi ho
rest do apni ankhon ko
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
^yar aik huftey ka dia na rest:bummer: ab nai hota
(
Re: ~~ Rabika ~~
Konsay College Admin lena hai phr ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
E+ grade aaya hay
iss liye kissi college mein admission naheen ho raha hay kah iss grade key seat hay he naheen ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
Agar ap sifarish kr day to shayad ho bhe jaye ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
bus yaar kabhi gharoor naheen kia hay ![]()
waisay yaaar China mein to Medical mein bhi admission ho jai ga ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
China mein
![]()
Aur China walay ko koi aitraz bhe nhe hoga ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
Fee bhi half kar wa doon ga ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
wahan honi kitni hai
![]()
Re: ~~ Rabika ~~
250 rupees per month so half is 125 rupees ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
250 rupees per month so half is 125 rupees :@:
Chalo acha hai doctor bhe ban jayegi fees bhe kam lagay gi :@:
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
^tum dono:hoonh: tum dono ko to ramadan key shuru hotey hi bund hojana tha na:hoonh: per lekin nai qaid mey beth ker bhi net use kertey ho tsk tsk tsk
aur mere career pey nazar saani kerney ki koi zaroorat nai hey tum logo ko:vivo: tum logo ki terhan hur class se muhhabbat nai hojaati key aik hi mey 2 2 saal lagaa doon ![]()