Re: ~~ Rabika ~~
china walli doctor to khud paisay dia karay gi kah aajo check up kar wa lo ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
china walli doctor to khud paisay dia karay gi kah aajo check up kar wa lo ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Bilkul ghalat mein to 5 5 saal lagata hoon har class mein ![]()
Frishtay aay to pakarnay kay liye leekan hum nay Zamanat Qabal Uz Giraftari kar wa rakhi thi
…
Re: ~~ Rabika ~~
![]()
Hamay bhe faida ho jayega ke Gs pe doc hogi china ki ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
waisay GS par made in China Doctors kafi ziyada hain ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
![]()
aur kuch doc ban bhe rhay hai ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
yah Dania bhi kaheen Doctor banannay to naheen aai hoi hay ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Haan koi pta nhe …Karachi mein kafi Unis hai Doc ke liye
Lakin in ko admin kis ne dya hona hai ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
China nay bhi uni open kar li hain waheen par … karachi meet mein ksissi chinese ko bulla laing gay to woh sub ko aik aik degree free mein day day ga ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Lakin agar degree pakri gyi phr ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
uss ko bhi invite kar lain gaiy ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
![]()
us ko phr iftar krwani paray gi muft ki ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Mufta ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
lol 2001 main join kia aur abhi tak 10yr ho gay Matric clear nai howa
![]()
well hope that Rabika will visit cafe regularly ![]()
Re: ~~ Rabika ~~
mairay jaisay kafi nalaiq hain idhar :hinna:
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Haan tum b matric fail ho ? ![]()
to phir woh job kysay mili thi at very first intro lol
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
naheen abhi to mein middle 8th mein hoon :hinna:
kounsi job woh waiter walli
woh to bus aisi he mil gai thi
they required only 5th class pass boy ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
jooth boling hun ![]()
middle class 8 ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
keon ziyada high qualification bata di hay kia :aq:
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Haan is lia lol ![]()
Re: ~~ Khushkhabari from Rabika ~~
Waitay tum nay O level kar lia hay yah koshish kar rahi ho ![]()