khushiyaan manao

humein apni teesri bewi say dosra beta hua hai:shikra:

mashallah hum pe hi gea hai.wohi naksh aur wohi husn

yeh hamara jaan nasheen bane ga hamaray baad

Re: khushiyaan manao

Allah reham karain aap ki family pe :chai:

Re: khushiyaan manao

Mubarak ho aalijah :salute:

:shikra:ameen

Mere bete ka naam wohi hoga to aap bataein ge

:shikra: shukriya.Ap bhi naam ke bare main koi rae dein.

Re: khushiyaan manao

congrats

Re: khushiyaan manao

:smack: taubaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Sure mujhe khushi hogi agar aap uska naam Bandar-e-Azam rakhain :chai:

:shikra: mubarak ho kehiye

:aq: aap haadh par kar rahe hein
hum agar unka naam Saleem rakhein to kaisa rahe ga

Re: khushiyaan manao

Bandar zada acha rahay ga

Re: khushiyaan manao

hey what about the name Rihan

How about Shikra Junior? :shikra: