~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

ummee > UNCLE Stalker say poochain na KIA hoa tha : P

AQ > mut hansooo ..gher ja ker phir ............:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

oh yaar khuda kaa kahuf karo.. maiN kiyaa baahir sardi maiN khaRaa FLOODING kar raha hooN:hoonh:

:naak:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

haaw haye aadhi raat ko khana khaa ker soya jata hai pakaya nahi jata :emmy:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

uncly kiya hoa thaa aap bata do naa
and AQ acha to rona ander kiyoon atta hai bahir jao thand mein bari hansi aaye gi

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

tu so phir jaa ker :emmy:

sharam nai aati. aadhi raat ko online chatting karti ho - TAUBA TAUBA kaanoon ko haath lagaaying

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

yane baahir sardee main BAITH ker ker rahay hain ?

…app ki yeh uthaak baythaak per shair yaad araaha hay lakin sunanay wala nahi hay : P

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~


mujhaY bhee bahut kuch yaad aa rahaa hai laikin likhnaY waalaa naheeN hai...:P

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~


pm kero jaldi se
chee bhee: lo ji meri illi mujh ko miyoon mera beta nahi so raha tum so kal se jaag rahiho chalo shabaash

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

:whistling:
yaad aa rahi hai

:nuch: --------- Bijinesh ka time ho gayaaaa :phati:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

AQ^ yeh sairf jawaabe hamla hay werna app ko kuch yaad nahi araha hay hoonh

umeee> haw hayee yanee app ghair qanone batain PM per kertee hain : O

CB> tumhain KUCh or hee yad agaya hay smack

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

kaan pakar ker kone mein bithaying
ammi jaan aa rahi hain naa ab aane do aate hi tumhari shukayat lagaoon gi :emmy:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Jaisee rooh
waisaY FarishtaY:chai:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

shukayat kiyaa cheez hoti hai???

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

urdu ke mashter sahi lafz aap hi bata do:snooty:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

laikin pehlaY pataa tau laggaY hoti kiyaa cheez hai…

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

tubhe terey pichay CId aalay laggay snooty

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~


yeh CB ko pata hai mein kiya kahoon gi us ki ammi jaan se aap sahi lafz batao

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Amreeka maiN CID naheeN hoteee…

aaj kal apun kee FBI INVESTIGATION chal ray lee hai… aik ghoRaY kee dumm par paaouN rakh diyaa thaa… sarkaar naY muqadmaa darj kiyaa… batayaa kaY bhai dumm par piyaar mohabbat maiN paaouN rakh diyaa thaa apna samajh kar laikin ghoRay kee EGO dumm maiN thee, woh baY chaari hurt ho gayee… abb investigation FBI kaY pass hai :teary1:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Ume
PG jo pm karay wo mujhe forun forward karna. Acha.

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

pehlle pm to kare sajal:bummer:
PG mujhe pm nahi mila abhi tak :emmy: